Pakistani Readers discussion
(Urdu Literature) اردو ادب
>
Dec-2015 Group Read

Kitab k hawale se kuch arz karna chahta hon mujhay yeh kitab kher itni ziada khas tou nahi lagi hay abhi tak per dekhte hain aagey chal ker kuch behtari nazar aa jaye gi... koishish tou jari rakhni he ha apni humain kiya khayal hay ????

Aasia wrote: "is mahene urdu adab k do asaase hum se juda hochuke hein :(
Intizar Hussain Sahb aur Fatima Surraiya Bajia.
Intizar Hussain sahb k buhat se afsaane tu mje zaati taur pr bare pasand hein."
That is a bad news...
Intizar Hussain Sahb aur Fatima Surraiya Bajia.
Intizar Hussain sahb k buhat se afsaane tu mje zaati taur pr bare pasand hein."
That is a bad news...
Feb 11, page 146 of the digest, published in March
Feb 12, page 165 of the digest, published in April
with this aprox: half of the book is gone.
and I guess we are all in between pages 70-90.. :P

and I guess we are all in between pages 70-90.. :P"
han na :s ab jaldi jaldi parhna hoga.

Kitab k hawale se kuch ..."
Dair aaye durust aaye Sohail. Khush aamdeed.

aur bhae Aashu :p(Ayesha) kahan tak pohanchi? aag ka darya mein tu tum ne ek din achanak aa k kaha tha k meri complete hogayi hai. is baar bhi yehi irada tu nai hai
Aasia wrote: "Aakash wrote: " Feb 11, page 146 of the digest, published in March
Feb 12, page 165 of the digest, published in April
with this aprox: half of the book is gone.
and I guess we are all in betwee..."
InshaAllah!
Feb 12, page 165 of the digest, published in April
with this aprox: half of the book is gone.
and I guess we are all in betwee..."
InshaAllah!

Kesey hain aap log ???
Meri Last update Aks ki yeh hay k main 4th episode poorey ho cukey hain
Mahnama Pakeeza Page 50 November 2011
Feb 13, page 182 of the digest, published in July
Feb 12, page 199 of the digest, published in August
umm... mein nay hardcopy k mutabiqu 5 baab khatam kein hai aur chata churu hai.... InshaAllah es weekend pay mein page 182-199 tak parh longa..
Feb 12, page 199 of the digest, published in August
umm... mein nay hardcopy k mutabiqu 5 baab khatam kein hai aur chata churu hai.... InshaAllah es weekend pay mein page 182-199 tak parh longa..

Khabardaar jo esa kiya hai last time tum ne sb se pehle khatam kiya tha. :(

Mein tu abhi tk february wali episode par hi hon :(
Feb 17, page 245 of the digest, published in Nov
Sorry for the late update. And after this next update will be the last one of the book. (personally i am very slow...)
Sorry for the late update. And after this next update will be the last one of the book. (personally i am very slow...)

Kesey hain aap sab ???
Meri Update : Mahnama Pakeeza Page 50 March 2012. ho gayi hay
ab se main April k Silgirah Number Shoro Karonga.....

Aasia wrote: "Meri update yeh hai k mene bookshop se rent pe le li hai ab iss week mein parh k khatam krna hai ;)"
hehe!!! that is good!!! :)
I have read till abaik do the speech.
hehe!!! that is good!!! :)
I have read till abaik do the speech.

mein nay 1/3 parh li hai..."
chalain ap tu kam se kam is read mein mere sathi hue.
kher bhaiyun novel ab half se kch ziada barh chuki hai aur behud confusing hogyi hai. who is who and what is what kch samaj nai araha mje tu

mein nay 1/3 parh li hai..."
chalain ap tu kam se kam is read mein mere sathi hue.
kher bhaiyun novel ab half se kch ziada bar..."
I agree,It can get a bit confusing sometimes.

"pata nahi waqt ziada besharam hai ya insan... jo rangat badalne mein apna saani nahi rakhta. - khoni rishte baaz dafa tawaif jitni jesi aur jitni wafadari bhi nahi dikhaate... kitabain likh lein maada parasti par ya bech bazaar mein majmoa ikhatta kr k muzammati taqreerein kar k naarain lagwa lein yeh wo bemaari hai jiska koi hall nai... jism ki bemariyan hun tu koi ilaaj koi hall nikalta jo nafs ko lag jaaye fo kese khatam ho..."

"zindagi mein insaanun k sharr se barh kar khofnaak cheez koi nahi, koi bhoot, balla, ya bona burayi mein insan ka muqabla nahi kar skta aur zindagi mein insan ki himmat aur dileiri k saamne koi aasaib nahi thehr skta. wo log bewaqof aur buzdil hote hein jo gharun aur jagahun mein jin, bhoot, boone dhondte rehte hein."

Tu end kesa raha jee??"
Mujhe bhe batayen Aasia Api!!

Aakash end acha hua hai par plot mein kuch kamzoriyan hein. jese k Aks Sherdil se shaadi na karne ki waja uska status btati hai k difference hai jo sherdil k lashaor mein hoga hi. jb k Aks khud buhat se ese logon k liye serious hoti hai jinka background bhi us k background se mutabqat nahi rakhta
Books mentioned in this topic
Mushaf / مصحف (other topics)Mushaf / مصحف (other topics)
Mushaf / مصحف (other topics)
Aks/عکس (other topics)
Aks/عکس (other topics)
Authors mentioned in this topic
Nemrah Ahmed (other topics)Nemrah Ahmed (other topics)
Nemrah Ahmed (other topics)
Dosto! Kesey hain aap sab ????
Dair se aane ki muafi chahta hon kuch aisey maslon main uljha hua tha k kitabon se kuch doori si rahi per phir bhe thora buhat raabta rakha he hua tha main ne ;-)...
Kher se ab main koishish yahi karonga k apni updates se bhe aap logo ko aagah karta jaaon...