Find & Share Quotes with Friends
Iktarfa Quotes
Iktarfa: imperfectly a perfect failure
by
Amaan Shaikh1 rating, 4.00 average rating, 0 reviews
Open Preview
Iktarfa Quotes
Showing 1-10 of 10
“(क़फ़स और परवाज़)"قفس اور پرواز"
आज़ाद उस परिंदे की नज़र से अगर देख पाते,
तो जान जाते मैं क्या सोचता हूँ...
मुसाफ़िर होते, तो समझ जाते
ख़ुद से भटकना कैसा है...
खिड़की से बाहर, हदों के उस पार अगर तुम देख पाते,
तो शायद समझ जाते मैं क्या सोचता हूँ...
उन परिंदों के तराने सुन पाते,
तो शायद समझ जाते मैं क्या सोचता हूँ...
ज़िंदा होते, तो समझ पाते
आज़ाद होना कैसा है...
कैद होकर भी आज़ादी के गीत गाते,
तो शायद महसूस कर पाते,
मैं क्या सोचता हूँ...
by Amaan Shaikh”
― Iktarfa: imperfectly a perfect failure

“Doobna
Dard mein hain doobe hum,
koi is marz se nijaat de.
Karz mein hain doobe hum,
koi is garz se nikaal de.
Marz mein hain doobe hum,
koi is farz se nikaal de.
De koi malaal de,
wo jo bhi de, sab halaal de.
Na ho kuchh, toh sabab de,
na mile, toh nikaal de.
Logon ko ab misaal de,
mujhe gurbat de, maragh de.
Ya falsafa ka chiraag de,
de magar tu raag de.
Rooh-ba-rooh ajaab de.
Andhere ka azaab hai,
har taraf ek khwaab hai.
Doobe magar khwaab mein,
har khwaab mahaz ek raag hai.
Khwabon ka shayad koi raaz hai.
Be-khudi ka inaam hai,
sarparast yahan gumnaam hai.
Laqab hain, alfaaz hain,
shayad ye jahannum hai,
gunaah yahan sab maaf hai.
Jhoothe hain log yahan,
shaytan ka ijaad hai.
Sab yahan marg hai,
dimaag sabka saaf hai.
Gustakhiyan bhi yahan maaf hain.
Ye sab hain aafatein,
hain meri ye aadatein.
Doobna junoon hai,
isi pe mujhko guroor hai.
Maajhi mera Firaun hai,
aakhir mein sab maun hai.
Arsh se sawal hai,
farsh bhi jawal hai.
Mukaddar bhi hamnashi,
kashmakash mein zindagi hai,
ya kahun dilkashi hai.
Ghamgeen hai mizaaz yahan,
shayad khudkashi hai.”

“Faqat har cheez paayi nahin ja sakti,
Wo kabhi yaadon se mitayi nahin ja sakti.
Kaffara-e-mohabbat ka silsila chalu hai shayad,
Gham-e-mehfil mein koi saadgi se thukraya nahin ja sakta
Ilzaam-e-mohabbat ka gunahgaar ban chuka hoon,
Giraft to nahin magar qaid ho gaya hoon.
Aayega ek din jab mohabbat-e-nafs ka janaza niklega,
Mar chuka hoga ek shakhs, kahin uski giraftari ka taqaza niklega.”

“Doobti ek kasti ka hissa hoon
main bas Iktarfa sa ek qissa hoon —”
― Iktarfa: imperfectly a perfect failure
main bas Iktarfa sa ek qissa hoon —”
― Iktarfa: imperfectly a perfect failure
“मुझे गुरबते जुनूब की गोद में सर रख कर इंतकाल करना है,
मुझे इस सारे जहाँ में बवाल करना है।
फिर आस्माँ से सितारों को लाकर ज़मीन पे,
मुझे इस ज़मीं को हलाक करना है...
फिर खुद को तबाह-ओ-बर्बाद करना है।
मुझे गुरबते जुनूब की गोद में सर रख कर इंतकाल करना है,
मुझे इस सारे जहाँ में बवाल करना है।”
― Iktarfa: imperfectly a perfect failure
मुझे इस सारे जहाँ में बवाल करना है।
फिर आस्माँ से सितारों को लाकर ज़मीन पे,
मुझे इस ज़मीं को हलाक करना है...
फिर खुद को तबाह-ओ-बर्बाद करना है।
मुझे गुरबते जुनूब की गोद में सर रख कर इंतकाल करना है,
मुझे इस सारे जहाँ में बवाल करना है।”
― Iktarfa: imperfectly a perfect failure
“۰ افکار؛۔
Andheroُn ka zauq hai٫ Nafs mera faut hai
Ye khushi pakar mujhe sog de,
Zindagi de magar rog de
Bahti meri kasti٫ dooba de ya chhoḌ de
Gham ka haqdar hoon٫ kab se mai bezaar hoon
Beqadra hun ya Faraz hoon٫ falsafa hun ya mahaz nazmo mohtaaz hun
Musa ki ye basti٫ kaafiron ka thikana hai,
Ghar hai Firoun ka٫ khoon se likha ye afsana hai
Majaroُn ka ye daur aafat ki daleel hai
Andar baithe shaitaan bahar wale fakeer hai
Mufliso'n sa haal hai٫ jeena yahan ajaab hai
Tohmat adari ka ajal hai٫ Munafiq hi afzal hai
Nisbat-e-anjaam hai firkon ke Ghulam hai
Andheri unki nagri٫ khuda se anjaan hai”

“ "”
― Iktarfa: imperfectly a perfect failure
― Iktarfa: imperfectly a perfect failure
“मोह तो उस पत्तों से लदे पेड़ को है; यदि मोह न होता, तो वह भी उस सूखे पेड़ की तरह अपने पत्तों को त्याग देता। सत्य तो यह है कि जहाँ मोह है, वहाँ प्रेम का वास नहीं; और जहाँ सच्चा प्रेम है, वहाँ त्याग का भाव स्वतः ही निहित है।”
― Iktarfa: imperfectly a perfect failure
― Iktarfa: imperfectly a perfect failure
“खुद के लिए वक्त निकाल रहा हूँ,
मैं धूप की घाम से भाग रहा हूँ।
चाँद की ठंडक मुझको अच्छी लगती,
इसीलिए अब रातों को भी जाग रहा हूँ।”
― Iktarfa: imperfectly a perfect failure
मैं धूप की घाम से भाग रहा हूँ।
चाँद की ठंडक मुझको अच्छी लगती,
इसीलिए अब रातों को भी जाग रहा हूँ।”
― Iktarfa: imperfectly a perfect failure
“soug'
लोग कहते घर के बड़े की ज़िंदगी आसान होती,
मगर वो बड़ा ही जाने, ज़िंदगी उसकी श्मशान होती।
ज़िंदा लाश बना कर उनको छोड़ दिया जाता,
सवाल करने पे उनके ख्वाबों को तोड़ दिया जाता।
शौक की उम्र में वो सोग मनाते हैं,
जीते-जी अपने अरमानों की चिता जलाते हैं।
नाकामयाब होने पर उन्हें छोड़ दिया जाता,
शौक छीन कर उनकी कमर को तोड़ दिया जाता।
बोझ तले वो हर पल मरते रहते हैं,
घर वाले छोटों की वाह-वाही करते रहते हैं।
कम कमाने पे इज़्ज़त छीन ली जाती है,
घर से निकालने की धमकी दी जाती है।
बड़ा होने का अफसोस नहीं, खड़े होने पे रोष है,
बड़ा होना भी शायद किस्मत का दोष है।
कौन कहता है माँ-बाप नहीं बदलते,
कौन कहता है माँ-बाप छल नहीं करते।
कम कमाने पे ताना दिया जाता है,
छोटों की प्लेट भरी, बड़ों को बस दाना दिया जाता है।”