Kitabi Keera - The Urdu Book Club discussion
Book Discussions
>
Book 10 Mann O Salwa By Umera Ahmed
date
newest »

message 1:
by
MomināReads
(new)
Jun 29, 2025 01:22AM

reply
|
flag

MomināReads wrote: "Aap ko kya lgta hai starting me jin do log ki baat ho rhi thi wo sheeraz aur zaini hi the ya koi aur the"
Mujhe nahi lagta yeh woh dono hoge...cause first woh pakistan me nahi the, second zeni without all of her family staying there is a bit stretch UNLESS she goes to become a model and all. Yeah, that's a possibility, that she becomes super rich or smth and then leave shiraaz.

I am also confused by number of timelines... I guess this was the style back then (this one is written in 2006) so having gazillion timelines, and then connect them one by one.
Lets see how many timelines/ characters we know for now.
1. Girl who donated all his man's gift to poor people. so a girl + boy there. (we donnu there names yet)
2. Zeni + Shiraaz (inke abba ka naam bhi akbar hai btw) - and their family + friends.
3. Akbar n fam. + his son who ran away to Quwait (I forgot his name) and his love interest Aarifa.
4. A lady film star + Sultan (his assistant probably)
5. Trio of filmmaking.
who else... plz add on.

Lets see how many t..."
Filhal to main 60 pages pdhe hain to abhi 1 and 2nd point tk janti hun aage pdhun to dekhti hun

Intrigue to main hui hun ye filmstar aur first part wali ldki se

Lets see how many t..."
Karam ali jo kuwait chala gya tha uske baap ka nam akbar nahi jahandaad tha
MomināReads wrote: "Unni wrote: "I am also confused by number of timelines... I guess this was the style back then (this one is written in 2006) so having gazillion timelines, and then connect them one by one.
Lets s..."
Ahh ok.
Lets s..."
Ahh ok.

MomināReads wrote: "I am at page 161 jahan sheeraz zainab se engagement todne ja rha hai And I know wo us ldke ke letter ko buniyad banayega"
Oh yes. Zeni ko uska jawab sun lena chahiye tha jo usne interview ke time diya tha.
Oh yes. Zeni ko uska jawab sun lena chahiye tha jo usne interview ke time diya tha.

Read this once you've reached till there.
[spoilers removed]"
Pata nahi I don't feel like ki wo zeni hi thi lekin usi ki story hai to wahi hogi cause itna prominent character aur koi dikha nahi aik scene aur bhi tha jahan kisi ke nikah ki baar ho rhi thi..
Beech beech me kai saare characters ka intro hua hai bss ab kafi der se kisi ka koi zikr nahi...khair abhi to half bhi nahi hui book
Yess. I'll wait till your reach around 400 pages, as I have completed till there. (Sorry for running ahead, but as I was reading I couldn't really stop) Zeni's part is becoming more interesting, but with the fear that she's gonna break at some point pretty bad.

Meri bhi yahi speed hoti but main nani ke trf aayi hun ;)

MomināReads wrote: "I am on page 304 jahan karam ali ki story ka doosra part hai aur mujhse pta nahi kyun pdha nahi ja rha kaafi baar try kiya I just feel it's gonna be very tragic (I know it's a tragedy but still kar..."
Relax .. itna jaldi toh nahi hoga kuch I think. Yeh kaafi lambi novel hai, pata nahi mene pehle kyu nahi realize kiya. Anyways.
Pta hai mujhe kya lag raha hai, woh first scene me zeni aur karam ali hue toh??? Cause Sheraz being there would be um idk too cliche.

Same yahi lg tha mujhe bhi sheraz nahi ho skta karam ali aur zeni ki hi story hai ye

I dont know mera bss karam ali wala part prhne me mn nahi lg rha I can feel what's coming next abhi bhi maine jahan se uski mangni tootne wali news start hui hai chora hua hai
MomināReads wrote: "At this point mera drama dekhne ka bht mn kr rha pta nahi yt pe milega ya nahi"
Ohh, I didn't know ke iska drama bhi ban chuka hai. Pfft
Ohh, I didn't know ke iska drama bhi ban chuka hai. Pfft
MomināReads wrote: "Unni wrote: "MomināReads wrote: "I am on page 304 jahan karam ali ki story ka doosra part hai aur mujhse pta nahi kyun pdha nahi ja rha kaafi baar try kiya I just feel it's gonna be very tragic (I ..."
Again, itna jaldi kuch nahi hone wala hai... Aage kaafi dusra kuch hoyega.
Again, itna jaldi kuch nahi hone wala hai... Aage kaafi dusra kuch hoyega.

Ohh, I didn't know ke iska drama bhi ban chuka hai. Pfft"
Are usi wajah se to prh rhe na hm novel which has a drama/show wale prompt ke liye😁
Are usi wajah se to prh ..."
Oh, humne toh dekha bhi nahi prompt, aap ne bola padhege toh hum raazi hogaye. 😂
Oh, humne toh dekha bhi nahi prompt, aap ne bola padhege toh hum raazi hogaye. 😂

Ye to aapki mohabbat hai 🫶
BTW maine kai din se padha nahii main soch rhi thi aaka to mukammal bhi ho gya hoga around 400 rk pahunche the uske baad waqt nahi mila aaj ghr aagye hain In sha Allah Free hoke strt krte hn
BTW maine kai din se padha nahii main soch rhi thi aaka to mukammal bhi h..."
Hum aapke liye ruke the, kaha tha na, phir aap thodaa aage pohoch gaye toh ab dobara shuru kiya hai hum ne. ((Na pucho... Karam ali ab tak ka sabse acha kirdaar laga aur ab uske saath hi 🥺🥺))
Hum aapke liye ruke the, kaha tha na, phir aap thodaa aage pohoch gaye toh ab dobara shuru kiya hai hum ne. ((Na pucho... Karam ali ab tak ka sabse acha kirdaar laga aur ab uske saath hi 🥺🥺))

Meri instinct mujhe khti thi iske saath kuchh bht bura hone wala hai that's why I didn't want to read his parts...aur ab to aur mushkil hoga😭
Finally I'm free now sfayi waghaira krke ab start krti hun In sha Allah

@unni aap kahan pe hain ab

MomināReads wrote: "On page 436 there is a new character introduced Named ZARI. Pata nahi kyun UA new characters daalti ja rhi hain bilkul typical bkwas character tha bht jagah pdha hua khair let's see..."
Ikrr, zari ke character ki koi tuk nahi thi, mujhe lagta hai ki agar yeh character na bhi dala jata toh koi farq nahi padta kahani par. Hum pehle se hi jaante the ki karam ali kesa hai so phir yeh sab karna didn't make sense.

Wahi na bhai hame pata chl gya tha tb tk ki sb karam ali ko uske paise ke liye use kr rhe aur wo bht seedha shareef waghaira waghaira hai

Hum khatam kar chuke hai. Aap bataiye kaha tak pohnchi?"
Hm ne bhi complete kr liya hai aap ko dekh kr hi motivation mili aur kr hi li..
Review bhi likh diya hai kuchh ulta pulta😅
Show dekhne ka dil chaah rha aapka..
Mera dil chaah rha kuchh scenes ka mainly zaini wala part