it's personal discussion
150+ views
>
Dead Leaves Wishing For A Spring Day ((Spring Day))
message 51:
by
Deepthi
(new)
Nov 21, 2018 09:21AM

reply
|
flag


Main agar sitaron se chura ke laun roshini
Hawaaon se chura ke laun ragini
Na poori ho sakegi unse magar teri kami
Main agar nazaaron se chura ke laun rangatein
Mazaaron se chura ke laun barkatein
Na poori ho sakegi unse magar teri kami
Ye duniya parayi hain
Bas ek apna hai tu
Jo sach ho mera
Woh savere ka sapna hai tu
Dekhunga tera raasta
Ho kuch tujhe bas khuda na khasta
Ho tere bina umar ke safar mein
Bada hi tanha hoon main
Raftaar jo waqt ki pakad na sake
Woh lamha hoon main
Falgun ke mahine tere bina hain pheeke
Jo tu nahi toh saare saawan mere sukhe
Main agar kitaabon se chura ke laun kaayde
Hisabon se chura ke laun faayde
Na poori ho sakegi unse magar teri kami
Main agar sitaron se chura ke laun roshni
Hawaaon se chura ke laun ragini
Na poori ho sakegi unse magar teri kami
Ye duniya parayi hain
Bas ek apna hai tu
Jo sach ho mera
Woh savere ka sapna hai tu
Dekhunga tera raasta
Ho kuch tujhe bas khuda na khasta
Khuda na khasta.. (x2)

Tere bin jeena hai aise
Dil dhadka na ho jaise
Yeh ishq hai kya duniya ko
Hum samjhaaye kaise
Ab dilon ki raahon mein
Hum kuch aisa kar jaaye
Ik dooje se bichhde toh
Saans liye bin marr jaaye
O Khuda..
Bata de kya lakeeron mein likha
Humne toh..
Humne toh bas ishq hai kiya..
O Khuda..
Bata de kya lakeeron mein likha
Humne toh...
Humne toh bas ishq hai kiya..
Pyaar ki inn raahon mein
Milte hai kitne dariyaa
Laakh tufaano mein bhi dil ko
Mil jaata hai zariya
Iss dil ke irraadon mein
hai itna asar
Lehron se kinaaron pe
karta hai safar
O Khuda..
Bata de kya lakeeron mein likha
Humne toh..
Humne toh bas ishq hai kiya..(2x)
Aaj apne rangon se
bichhdi hain yeh tasveerein
Haathon mein kahin toot rahin hain
Mil kar do taqdeerein
Duniya yeh jeet gayi
dil haar gaya..
Nahi socha tha mil kar
kabhi honge judaa..
O Khuda..
Bata de kya lakeeron mein likha
Humne toh..
Humne toh bas ishq hai kiya..(2x)

Tere bin jeena hai aise
Dil dhadka na ho jaise
Yeh ishq hai kya duniya ko
Hum samjhaaye kaise
Aa dilon ki raahon mein
Hum kuch aisa kar jaaye
Ik dooje se bichhde toh
Saans liye bi..."
I know this song.

Tere bin jeena hai aise
Dil dhadka na ho jaise
Yeh ishq hai kya duniya ko
Hum samjhaaye kaise
Aa dilon ki raahon mein
Hum kuch aisa kar jaaye
Ik dooje se bichhde t..."
It's again one of my favourites :)

Aye Khuda Mujhko Bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera Pata
Hum To Yahan Pe Musafir Hai
Jo Dhundhey Apni Manzil Ka Pata
Aye Khuda Mujhko Bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera Pata Pata
Hum To Yahan Pe Musafir Hai
Jo Dhundhey Apni Manzil Ka Pata
Yaara Teri Yaad Aati Hai
Jaan Meri Jaan Jaati Hai
Tanhayion Mein Rehta Hoon
Khud Se Hi Aksar Yeh Kehta Hoon
Kyun Tune Dil Toda
Kyun Tune Yun Chhoda
Kyun Tera Ab Bhi Rahe Dil Ko Intezaar
Kyun Chali Aati Hai
Kyun Tadpati Hai
Kyun Hoon Abb Bhi Mein Yun Bekaakaar
Aye Khuda Mujhko Bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera Pata
Hum To Yahan Pe Musafir Hai
Jo Dhundhey Apni Manzil Ka Pata
Fassley Hain Magar
Phir Bhi Tu Door Nahi
Maana Ki Hum To Hai
Par Tu Majboor Nahi
Har Lamhaa Mujhko Yeh Tadpati
Jaan Meri Jaan Jati
Tanhayion Mein Rehta Hoon
Khud Se Hi Aksar Yeh Kehta Hoon
Kyun Tune Dil Toda
Kyun Tune Yun Chhoda
Kyun Tera Ab Bhi Rahe Dil Ko Intezaar
Kyun Chali Aati Hai
Kyun Tadpati Hai
Kyun Hoon Abb Bhi Mein Yun Bekaraar
Aye Khuda Mujhko Bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera Pata
Hum To Yahan Pe Musafir Hai
Jo Dhundhey Apni Manzil Ka Pataa
Yaara Teri Yaad Aati Hai
Jaan Meri Jaan Jati Hai
Tanhayion Mein Rehta Hoon
Khud Se Hi Aksar Yeh Kehta Hoon
Kyun Tune Dil Toda
Kyun Tune Yun Chhoda
Kyun Tera Ab Bhi Rahe Dil Ko Intezaar
Kyun Chali Aati Hai
Kyun Tadpati Hai
Kyun Hoon Abb Bhi Mein Yun Bekaakaar.

Hmm.. hmm…
Dehleez pe mere dil ki
Jo rakhe hain tune kadam
Tere naam pe meri zindagi
Likh di mere humdum
Haan seekha maine jeena jeena kaise jeena
Haan seekha maine jeena mere humdum
Na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena
Na seekha jeena tere bina humdum
Dehleez pe merey dil ki
Jo rakhe hain tune kadam
Tere naam pe meri zindagi
Likh di mere humdum
Haan sikha maine jeena jeena kaise jeena
Haan sikha maine jeena, mere humdum
Na sikha kabhi jeena jeena kaise jeena
Na sikha jeena tere bina humdum
Hmmm.. hmmm..
Sacchi si hain yeh taareefein
Dil se jo maine kari hain…
Sacchi si hain yeh taareefein
Dil se jo maine kari hain…
Jo tu mila to saji hain
Duniya meri humdum
O aasma mila zameen ko meri
Aadhe aadhe poore hain hum
Tere naam pe meri zindagi
Likh di mere humdum
Haan seekha maine jeena jeena, kaise jeena
Haan seekha maine jeena, mere humdum
Na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena
Na seekha jeena tere bina humdum
Hmmm… hmmm..

Ranjhan dhoondhan main chaleya
Ranjhan mileya naa ye…
Jigraan vichon agan laga ke Rabba
Laqeeran vich likh di judaai
Kho gaya, gum ho gaya
Waqt se churaya tha jo
Apna banaya tha..
Ho tera, woh mera
Saath nibhaaya tha jo
Apna banaya tha..
Chadariya jheeni re jheeni
Chadariya jheeni re jheeni
Aankhein bheeni ye bheeni ye bheeni
Yaadein jheeni re jheeni re jheeni (x2)
Aisa bhi kya milna, saath hoke tanha
Aisi kyun sazaa humne hai paayi, Ranjhana ve
Phir se mujhe jeena, tujhpe hai marna
Phir se dil ne di hai ye duhaai, Saajnaa ve
Laqeeron pe likh di kyun judaai..
Gair sa hua khud se bhi, na koi mera
Dard se karle chal yaari, dil ye keh raha
Kholun jo baahein, bas gham ye simat rahe hain
Aankhon ke aage lamhe ye kyun ghat rahe hain
Jaane kaise koi sehta Judaaiyaan
Chadariya jheeni re jheeni
Chadariya jheeni re jheeni
Aankhein bheeni ye bheeni ye bheeni
Yaadein jheeni re jheeni re jheeni (x2)
Ranjhan dhoondhan main chaleya
Ranjhan mileya naa ye…
Jigraan vichon agan laga ke Rabba
Lakeeran vich likh di judaai

O.. Yahin doobe din mere
Yahin hote hain savere
Yahin marna aur jeena
Yahin Mandir aur Madeena… x2
Teri galiyan… galliyan teri, galliyan..
Mujhko bhaavein galiyan, teri galliyan
Teri galiyan…galiyaan teri, galliyan..
Yuhin tadpavein, galliyan teri, Galliyan…
Tu meri neendo me sota hai
Tu mere ashqo mein rota hai
Sargoshi si hai khayalon mein
Tu na ho, phir bhi tu hota hai
Hai sila.. tu mere dard ka
Mere dil ki duaayein hain..
Teri galiyan… galliyan teri, galliyan..
Mujhko bhaavein galiyan, teri galiyan
Teri galiyan…galiyaan teri, galliyan..
Yuhin tadpaavein, galliyan teri, galliyan..
Kaisa hai rishta tera-mera
Be-chehra phir bhi kitna gehra
Ye lamhe, lamhe ye resham se
Kho jaayein.. kho na jaayein humse
Kaafila.. waqt ka.. rok le..
Ab dil se jooda na ho
Teri galliya, galliya teri galliyan
Mujhko bhaave, galliyan teri galliyan
Teri galliyan, galliyan teri galliyan
Yuhin tadpaave, galliyan teri galliyan

Jise jindagi dhundh rahi hai
Kya ye woh makaam mera hai
Yahaan chain se bas ruk jaaun
Kyun dil ye mujhe kehata hai
Jajbaat jaye se mile hain
Jaane kya asar ye huaa hai
Ek aash mili phir mujhko
Jo kubool kisi ne kiya hai
Haan
Kisi shaayar ki ghazal
Jo de rooh ko sukoon ke pal
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Main mausam ki sehar
Ya sard mein dopahar
Koi mujko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Hun.....
Jaise koi kinaara
Deta ho sahaara
Mujhe woh mila kisi mod par
Koi raat ka tara
Karta ho ujaala
Waise hi roshan kare wo shehar
Dard mere wo bhula hi gaya
Kuch aisa asar huaa
Jina mujhe phir se woh sikha raha
Jaise baarish kar de tar
Yaa marham dard par
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Main mausam ki sehar
Ya sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Muskata ye chehara
Deta hai jo pehara
Jaane chhupata kya
Dil ka samandar
Auron ko to hardam, Saya deta hai
Wo dhup mein hai khada khud magar
Chot lagi hai usey phir kyun
Mahshus mujhe ho raha hai
Dil tu bata de kya hai, iraada tera
Hum..
Main parinda beshabar
Tha uda jo darbadar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Main mausam ki sehar
Ya sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Jaise banjaare ko ghar
Jaise banjare ko ghar
Jaise banjaare ko ghar

I just remembered................................
I'm the third highest in English. Disappointed in myself... :(



Devare dayamadi kapadi... Naale naanu adanna torisa beku... ('God please help. I need to show them tomorrow", romanization from Kannada)

https://www.youtube.com/watch?v=Uirir...

Dekha wahan pe aaj tera chehra hai
Main bhatakta huaa sa ek baadal hoon
Jo tere aasmaan pe aake thehra hai
Books mentioned in this topic
Five Feet Apart (other topics)The Best Friend (other topics)
This Thing Called Love (other topics)
Best Man for the Wedding Planner (other topics)
This Thing Called Love (other topics)
More...