Pakistani Readers discussion

281 views
(Urdu Literature) اردو ادب > شعر و شاعری

Comments Showing 251-300 of 316 (316 new)    post a comment »

message 251: by [deleted user] (new)

Sohaib wrote: "Well the thread was made under specific rules... and fazool comments will just hide the actual topic under discussion... Mein Shari parhnay aaon dekh kar k itnay comments hain and jab kholon tau pt..."

im not interested in any other threads jha dill krna bolny ka wha bol dya.or jo fzool cmnts nzr aye skip kr do or prh lo 'shair' its really simple.


message 252: by [deleted user] (new)

whatever.


message 253: by Nadeem (new)

Nadeem Shaikh Jab naam tera pyaar se likhti hai ungliyaan,
meri taraf zamane ki, uth ti hai ungliyaan (for AHEM AHEM :P )...

Pallo sanam ka hath me, aaya tha ek pal
us ek pal se aaj tak, mehekti hai ungliyaan....

jab se bichde ho tum sanam,
tab se...tumhare aane ke din, ginti hai ungliyaaan...

PATHAR TARAASH KAR hai bana TAAJ ek naya....
FANKAAR ke is jahaan me, KAT TI HAI ungliyaaan !!!


message 254: by Preeshay (new)

Preeshay (goodreadscompreeshay_pari) zarnab!! everything' set na jani...?


message 255: by [deleted user] (new)

Preeshay wrote: "zarnab!! everything' set na jani...?"

ji ji bilkul.


message 256: by Preeshay (new)

Preeshay (goodreadscompreeshay_pari) i mean.. its not ur type...


message 257: by Sohaib (new)

Sohaib | 6884 comments Aadamii aadamii ko kyaa degaa
jo bhii degaa vohii Khudaa degaa

Mera qhatil hii meraa munsif hai
kyaa mere haq mein faisalaa degaa

Zindagii ko Qariib se dekho
isakaa cheharaa tumhein rulaa degaa

humse puuchho dostii kaa silaa
dushmanon kaa bhii dil hilaa degaa

ishq kaa zahar pii liyaa “Faakir”
ab masiihaa bhii kyaa davaa degaa

Poet: Sudarshan Faakir


message 258: by [deleted user] (new)

Nadeem wrote: "Jab naam tera pyaar se likhti hai ungliyaan,
meri taraf zamane ki, uth ti hai ungliyaan (for AHEM AHEM :P )...

Pallo sanam ka hath me, aaya tha ek pal
us ek pal se aaj tak, mehekti hai ungliyaan...."


WTH!!this thread is getting on my nerves.me out.


message 259: by Nadeem (new)

Nadeem Shaikh hahahahaha :P

@zarnab... i thought u were a FIGHTER :P
u disappointed me :( :( :(


message 260: by [deleted user] (new)

aj nai kal lrna:P kbhi kbhi insaan nawaz shareef b bn jata hai hr wqt IK nai:P


message 261: by Nadeem (last edited Sep 10, 2014 09:01AM) (new)

Nadeem Shaikh whoaaaa....she is humourous too :P


message 262: by [deleted user] (new)

hahahahaha!:P yar tum pagal ho?:P


message 263: by Nadeem (new)

Nadeem Shaikh sometimes :)


message 264: by Sohaib (new)

Sohaib | 6884 comments Kisi se koi khafaa bhi nahi raha ab to,
Gilaa karo ke gilaa bhi nahi raha ab to,

Chunnay huye hain labon per tere hazar jawab,
Shikaayaton ka maza bhi nahi raha ab to,

Yakeen kar ke jo teri aarzu mein tha pehle,
Woh lutf tere siwaa bhi nahi raha ab to,


message 265: by Azhar (new)

Azhar Ali | 55 comments Mohabbat mein gham ye kiya kam hai
K mera sanam hum-jins-parast hai...

:D


message 266: by Shehzad (new)

Shehzad | 648 comments @Azhar- haha


message 267: by Sohaib (new)

Sohaib | 6884 comments @Azhar hahahah... koi haal nhn ;P


message 268: by Nadeem (new)

Nadeem Shaikh Na ShOuq E Deedaar,, Na FiQr E Judaai!!!

Waah !!!Kya Naseeb Hai Unka, Jo Mohabbat Nahe Karte...


message 269: by Nadeem (new)

Nadeem Shaikh Khud ko tum pe VAAR dete hai...

Aaooo, Tumhara SADQA utaar dete hai !!!


message 270: by [deleted user] (new)

Yeh jo hamdard milty hian na...
Yakeen mano!
Inhi se dard milty hain.


message 271: by Shehzad (new)

Shehzad | 648 comments @Zarnab- nice play on words


message 272: by [deleted user] (new)

im so intlgnt:P


message 273: by Shehzad (new)

Shehzad | 648 comments Kaise kaise aese wese ho gaye,
Aese wese kese kese ho gaye :-P


message 274: by [deleted user] (new)

hahahhahahahah meri nkl:P


message 275: by Umair (new)

Umair Abbasi (Maire68) | 31 comments Ki Muhabat tou siyasat ka chalan chor diya
Hum agr ishq na karty tou hakomat karty...


message 276: by Aakash (new)

Aakash (mistyanon) | 5393 comments Mod
Mein koi aag nahi, aanch nahi, dhoop nahi...

Pir Q tum paseeny mein sharaboor hui jati hon?

Jaun_Eliya


message 277: by Nigham (last edited Mar 04, 2015 10:44AM) (new)

Nigham | 4042 comments Dabby(box) may dabba, dabby may cake,

Meri saheli lakhon me aik... :D


message 278: by Maryam (new)

Maryam | 16 comments na tha kuch to khuda tha, kuch na hota to khuda hota

daboya mujh ko honay ne, na hota main to kia hota

'Ghalib'


message 279: by Aakash (new)

Aakash (mistyanon) | 5393 comments Mod
Hum kafiron k kafir, Kafir Khuda hamara,
tahuheed k qail hai, Wahid Khuda hamara!

(iqbal)

@nigham best verse ever :3


message 280: by Nigham (new)

Nigham | 4042 comments Aakash wrote: @nigham best verse ever :3"

Haha! B| XD


message 281: by Aakash (new)

Aakash (mistyanon) | 5393 comments Mod
@nigham lol :D





Yani tum Wo ho waqi? Had hai

Mein toh such much mein Sabhi ko bhool gaya?!!

Jaun_Eliya


message 282: by Fatima (new)

Fatima Naqvi (phateemay) | 126 comments Nigham wrote: "Dabby(box) may dabba, dabby may cake,

Meri saheli lakhon me aik... :D"


hahaha. nigham! that's my type Ov poem! :P *glad, you shared something real that i can relate myself with* ;)


message 283: by Nigham (new)

Nigham | 4042 comments @Syeda- Haha! I'm not really in to the poetry unless I'm really sad and kinda dukhi... :D


message 284: by Faheem (new)

Faheem  (faheeem) | 1597 comments Mod
رسم الفت سیکھا گیا کوئی
دل کی دنیا پہ چھا گیا کوئی

تا قیامت کسی طرح نہ بھجے
آگ ایسی لگا گیا کوئی

دل کی دنیا اجاڑ سی کیوں ہے
کیا یہاں سے چلا گیا کوئی

وقتِ رخصت گلے لگا کر داغ
ہنستے ہنستے رولا گیا کوئی


message 285: by Faheem (last edited Aug 11, 2015 02:51PM) (new)

Faheem  (faheeem) | 1597 comments Mod
دل کے ڈھرکنے کا سبب یاد آیا
وہ تیری یاد تھی اب یاد آیا

آج مشکل تھا سنھبلنا اَے دوست
تو مُصیبت میں عجب یاد آیا

دن گُزرا تھا بڑی مشکل سے
پھر تیرا وعدہِ شب یاد آیا

تیرا بھولا ہوا پیامِ وفا
مَر رہیں گے اگر یاد آیا

پھر کئی لوگ نظر آئے
پھر کوئی شہرِطرب یاد آیا

حالِ دل ہم بھی سُناتے لیکن
جب وہ رُخست ہوئے تو یاد آیا

بیٹھ کر سائہِ گل میں ناصر
ہم بہت روئے وہ جب یاد آیا


message 286: by Aakash (new)

Aakash (mistyanon) | 5393 comments Mod
Hum toh wo hai ju Khuda ko bhool gaye!!

Tu meri Jan'n kis Gumaa'n mein hai...

#jaun_eliya


message 287: by Foaad (new)

Foaad Ahmad | 393 comments Loat aao
k
muntazir hay nigah
is se pehlay k
loh e qismat par
bab e ulfat tamam ho jae
is se pehlay k sham ho jae
haha


message 288: by Aakash (new)

Aakash (mistyanon) | 5393 comments Mod
Kiya Kaha Eshq Javidaani hai!!

Akhri baar mil rahi ho kiya??


message 289: by Mehwish (new)

Mehwish (bookwormwishie) | 33 comments ''Ye zindagi ek nasha hai,
Iskey jeenay mei ek maza hai''


message 290: by Faheem (new)

Faheem  (faheeem) | 1597 comments Mod
میں کیا کہوں احباب کیا کارِ نمایاں کر گئے
بی اے کیا، نوکر ہوئے، پینشن ملی اور مر گئے


message 291: by Foaad (last edited Sep 04, 2015 09:05PM) (new)

Foaad Ahmad | 393 comments Hamara dil savere ka sunahra jaam ho jaye
Chiraghon ki tarah aankhen jalen jab shaam ho jaye

Kabhi to aasman se chand utre Jaam ho jaye
Tumhaare naam ki ek khubsoorat shaam ho jaye

Ajab halaat they yun dil ka sauda ho gaya akhir
Mohabbat ki haweli jis tarah neelam ho jaye

Samandar key safar mein is tarah awaz de hamko
Hawayen tez hon aur kashtiyon mein shaam hojaye

Mujhe maloom hai uska thikana phir kahan hoga
Parinda aasman chhune meinjab nakaam ho jaye

Ujale apni yaadon ke hamare saath rahne do
Na jane kis gali mein zindgi ki shaam ho jaye


message 292: by Aakash (new)

Aakash (mistyanon) | 5393 comments Mod
ajab halat hamari ho gayi hai

ye duniya ab tumhari ho gayi hai


message 293: by BintiAbdulWasay (new)

BintiAbdulWasay | 42 comments Foaad wrote: "Hamara dil savere ka sunahra jaam ho jaye
Chiraghon ki tarah aankhen jalen jab shaam ho jaye

Kabhi to aasman se chand utre Jaam ho jaye
Tumhaare naam ki ek khubsoorat shaam ho jaye

Ajab halaat th..."


really nice poetry, esp this one .. !


message 294: by BintiAbdulWasay (new)

BintiAbdulWasay | 42 comments here's my share to 'sher o shayari' mehfil :D


bhari mehfil mein tanhai ka aalam dhund leta hun
jahan jata hun apny dil ka mausam dhund leta hun

akela khud ko jab mehsus kerta hun kisi lamhy
kisi ummeed ka chehra koi gham dhund leta hun

boht hansti nazar ati hein jo ankhein sar e mehfil
mein in ankhon k pechy chashm par num dhund leta hun

galy lag ker ksi k chahta hun jab kabhi rona
shikasta apny jesa koi humdum dhund leta hun

calendar se nahin mashroot mere raat din Sajid
mein jesa chahta hun wesa mausam dhund leta hun


Aitbar Sajid


message 295: by Aakash (new)

Aakash (mistyanon) | 5393 comments Mod
BintiAbdulWasay wrote: "here's my share to 'sher o shayari' mehfil :D


bhari mehfil mein tanhai ka aalam dhund leta hun
jahan jata hun apny dil ka mausam dhund leta hun

akela khud ko jab mehsus kerta hun kisi lamhy
kisi..."


wo bhi manzil talk pahounch jata

Us ny dhoonda nai pata mera :p
jaun eliya


message 296: by BintiAbdulWasay (new)

BintiAbdulWasay | 42 comments Aakash wrote: "wo bhi manzil talk pahounch jata

Us ny dhoonda nai pata mera :p
jaun eliya "



Apna pata to us ne dia tha mujhy Mohsin
Main khud he kho gaya to ye mera naseeb tha. :P


message 297: by Faheem (new)

Faheem  (faheeem) | 1597 comments Mod
Khuda ke dain bhe ajeeb hia, isi ka naam naseeb hia
Jese tu ne chaha wo mil gya, jisy main ne chaha wo mila ;)


message 298: by Riz (new)

Riz (rizla95) ہر حقیقت مجاز ہو جاے
کافروں کی نماز ہو جاے
دل رہین نیاز ہو جاے
بے کسی کار ساز ہوجاے
منت چارہ ساز کون کرے؟
درد جب جاں نواز ہو جاے
عشق دل میں رہے تو رسوا ہو
لب پہ آے تو راز ہو جاے
لطف کا انتظار کرتا ہوں
جور تاحد ناز ہو جاے
عمر بے سود کٹ رہی ہے فیض
کاش افشاے راز ہر جاے

Faiz Ahmed Faiz


message 299: by Aakash (last edited Oct 10, 2015 10:28AM) (new)

Aakash (mistyanon) | 5393 comments Mod
Ta'jjub hai ke Ishq o' Aashiqui sey...!!!
Abhi kuch Loag Dhoka kha rahey hain...!!

jaun XD


message 300: by Nigham (new)

Nigham | 4042 comments Ajeeb hoty hain ye aadab-e-rukhsat-e-mehfil,

K uth k vo bhi chala jis ka ghar na tha koi!


back to top