Pakistani Readers discussion
(Urdu Literature) اردو ادب
>
شعر و شاعری
message 201:
by
Sohaib
(new)
Aug 20, 2014 11:00AM

reply
|
flag

Kuch tum rakh lo kuch hum rakh len
Ab ponch lo apny saray ashk
Kuch tum rakh lo kuch hum rakh len
Hum sath rahein
Aur sath chalein
Hum sath jiyen
Aur sath marein
Is rah e wafa py apny qadam
Kuch tum rakh lo Kuch hum rakh len
Maana k dukhon sy tum ho bharay
Aur hum bhi khali hath nahi
Yeh zulm o sitam tumhein meri qasam
Kuch tum rakh lo kuch hum rakh len
Be dard zamanay walay jo Kuch kehty hein
So kehny do
Be loas tamanaon ka bharm
Kuch tum rakh lo kuch hum rakh len..!!"

Wo jis main tum ne pocha hai
Mere halaat kaise hain
Mere din raat kaise hain
Meharbani tumhari hai ke
Tum ne is tarha mujh se
Mere haalat poche hain
Mere din raat poche hain
Main tumhain sab kuch bata doon ga
Mujhe itna bata do ke
Kabhi kisi machli ko
Saahil kinaare per dekha hai
Jise lahrain pani ki
Kinare tak to le ati hain
Magar phir chor jati hain
Mere haalat aise hain
Mere din raat aise hain
--The author wasn't quoted, but a very Ghaliban friend of mine is sure it's Wasi Shah's.
Ho janay du mein tujhy kisi or ka
Iss bat k siwa koi baat kro...
I composed this one last night.
Iss bat k siwa koi baat kro...
I composed this one last night.
Kabhi to kuch nayi ada dikhaiye ab
Yeh roothna tou aoka so baar ho chuka...
Yeh roothna tou aoka so baar ho chuka...
HU Mohabbat se majbur wrna
Tujhy yaad krna...sawab thori hai.
Tujhy yaad krna...sawab thori hai.

Humen Intizar Qubool hai
Wo kahin miley, wo kabhi milen,
Wo kahin sahi, wo kabhi sahi
for our politicians, :(
Is doaar ke dunya se guzar kyn nahi jatay
Yea log bhi kya loag hain, mar kyn nahi jatay
Haa kon zamanay mian mra pouchnay wala
nadaa.n hain jo kahtay hain, k ghar kyn nahi jatay
Sholay hain to kyn in ko bhraktay nahi daikha
Hain Khaak to raaho.n mian bekhar kyn nai jatay
Ansoo bhi hain Ankhoo.n mian, Dua.ian bhi hain lab pay
Beegartay howay halaat sa.n-ver kyn nai jatay
Is doaar ke dunya se guzar kyn nahi jatay
Yea log bhi kya loag hain, mar kyn nahi jatay
Haa kon zamanay mian mra pouchnay wala
nadaa.n hain jo kahtay hain, k ghar kyn nahi jatay
Sholay hain to kyn in ko bhraktay nahi daikha
Hain Khaak to raaho.n mian bekhar kyn nai jatay
Ansoo bhi hain Ankhoo.n mian, Dua.ian bhi hain lab pay
Beegartay howay halaat sa.n-ver kyn nai jatay

sooratein gham shanaas hoti hein
jin k hontoon py ho tabassum
unki aankhein udaas hoti hein..!!"

Ye Husn Teraa Beshumaar...Tab Iss Rang Me Aaya Hogaa!

jis dil par naz tha mjhy wo dil nhi raha"
"muhabbat main nhi h farq jinay aur marnay ka"
"isi ko dekh kar jeetay hn jis kafir par dum niklay"
_Ghalib
thwanks?:P hahahahhaha!:P then waycm:P haha:P


Utha hai dil mein Tamashay ka aaj shoq …bohat!
Jhuka k sir ko sabhi Shah-Parast Bol uthay,
Huzoor shoq salamat rahay shehar aur bohat..
@pareeshay:na e bolo..good for you.
@sohaib:Q?yeh thread tum ne bnai hai?meri mrzi jha mrzi jo b bolo whts this ahem ahem?lol!
@sohaib:Q?yeh thread tum ne bnai hai?meri mrzi jha mrzi jo b bolo whts this ahem ahem?lol!

Preeshay wrote: "@zarnab hahahaha gussa kyun...?"
gussa to nai hai.
gussa to nai hai.