Indian Readers discussion
Poets, Poems n Poetry
>
Sher-o-Shayri ! ! !
date
newest »
newest »
message 2201:
by
Leena
(new)
Apr 19, 2022 07:33PM
ππ
reply
|
flag
Kaash ke kuch lamhe laut aate.Jo ki thi kabhi galatiya hum sudhar pate.
Yu hi bhatak na rahe hote jinda laaso ki tarah.
Kaash kuch waqt badal pate.
Kaash kisi ko samjha pate..
Dil to ek hi tha kaash kisi ko bech dete. Bech na bhi pate to kaash kisi pe fek dete.
Ese hi acha jee rhe the tanha apni jindagi me..
Kuch log sapne na dikhate to ji lete vo fate purane khwab see lete.
Peene ka man ni karta ab paani ko vi ehsaas bhi jee lete kaash ham aankh ka paani pee lete
likhu to kya likhu. khushi likhu ya gum likhu..
jo sambhali thi jindagi tumne.
hota to uska ehsaas likhu.
na bol paye kbhi
na jata paye kbhi
pyar kitna h tumse
na bata paye kbhi.
hota to dusmam bhi khaas h
duniya me ek tu hi khaas h.
jab tak rahu tere saath rahu.
ek mera shivu hi to khaas h.
Itender wrote: "likhu to kya likhu. khushi likhu ya gum likhu..
jo sambhali thi jindagi tumne.
hota to uska ehsaas likhu.
na bol paye kbhi
na jata paye kbhi
pyar kitna h tumse
na bata paye kbhi.
hota to dusm..."
Nice. Keep it up.
kaash kabhi ho patakaash kabhi na kho pata
jo jee liye lmhe tumhare saath
kaas me kbhi soch pata.
yu to rone ka man karta h bohot
kaash kbhi me bol pata.
Tu khush rhe hamesha sochta hu me.
kaash kbhi me bol pata..
likh to diya h aaj mene
sayad se socha tha mene
kaash aaj kuch na seekhe..
sayad hm aaj se kuch na likhe.!
kabhi ham likhte the.na jane kya kya or kiske liye likhte the
dekhe yaha rishte har tarah k
maa baap ke pyar bhi sayad bikte h

