Indian Readers discussion
Poets, Poems n Poetry
>
Sher-o-Shayri ! ! !
Jab bhi kisi ko kareeb paya hain...Kasam khuda ki wahi dhokha khaya hain...
Kyun dosh dete hain hum kaanto ko...
Zakhm to humne phulo se hi paya hain...
Mere dil ke ka dard kisne dekhaa hain,Mujhe bus khuda ne tadapte dekha hai
Hum tanhayi mein baithe rote hain,
Logo ne hume mahfil me haste dikha h
Ae khuda agar tu hai to suboot de, mujhe maut ya mera mehboob de, maut aayi to bhi mehboob na chhor sakunga, lekin mehboob aaya to apni kabr jarur chhor dunga
kisi ne humse pucha ki kha se late ho ye shayri ka hunar....humne kha..
muft me nhi aata ye shayari ka hunar,
iske badle jindgi humse hamari khushiyo ka shoda karti hai....
arz kiya hai ...vo bhul gye kisi ki khatir hame....
to koi baat nhi...
hamne bhi to jamane ko bhulaya tha ..
unke khatir.....
duniya me hazaro shayar hai... jo takht (तख़्त) badalne nikle hai...kuch hum jese pagal bhi hai jo waqt badalne nikle hai...
janazaa mera uth rha tha ! fir bhi takleef thi use aane me..bewafa ghar me bethi puch rhi thi, or kitni der hai use jalane me...
Karman wrote: "Betaab Se Rehte Hai Teri Yaad Mein Aksar Shabb Bhar Nahi Sotay Teri Yad Men Aksar Bedard Zamane Ka Bhana Sa Bana Kar Hum Toot K Rotay Hein Teri Yad Men Aksar Bhool Jaen Tumhay Ye To Mumkin Hi Nahi ..."nic lines....
Hum v dekhenge teri wafa kon si hai,jis pe martaa hai zamana wo adaa kon si hai,ya to katl kr..... ya lagaa le sine se,.Dono me bata teri rajaa kon si hai..!!
Itender wrote: "E ishq bura kiya menetera vakeel banke...
yaha to har shayar tere khilaaf
saboot liye betha hai..."
Akhir kya kre...... Jis se bhi mohbbat ki dhokha khaye bethe hau
Zindagi ko chaha to dard mila
Aur ab maut ki chahat hai to bhi dard mila
Itender wrote: "kisi ne humse pucha ki kha se late ho ye shayri ka hunar....humne kha..
muft me nhi aata ye shayari ka hunar,
iske badle jindgi humse hamari khushiyo ka shoda karti hai...."
Nice
Jo hmari juban kisi se kuch nhi kahti
Vhi kalam ko hmse pyar itna hai ki har dard ko kagaj me likh dti
Jo hmari juban kisi se kuch nhi kahti Vhi kalam ko hmse pyar itna hai ki har dard ko kagaj me likh dti nic pallavi ji...
dikhave ki mohabbat to jamane ko h hamse par..
ye dil to ab vha bikega jha jajbaato ki kadr hogi...
Kabhi tanhayi, kabhi tadap, kabhi bebasi to kabhi intazarYeh marz bhi kya khoob hai jise log ishq kahte hai
Kuch yun huwa hal dil lagi mein chot kha karWafayein fitrat mein rah gayi aur muhabbat se wasta na raha.
Ahsaas to usko bhi bahot hai merimuhabbat ka
Woh tadpaati isliye hai ki mai aur bhi toot kar chahun use
Jindagi dorahe par is tarah lai hai.Tujhe khone ka gham kya kam tha,
Jo apno me bhi tanhai hai.
Ek taraf tujhse kiya wada rok deta hai marne se,
Duji taraf dekho to meri jaan pe ban aai hai.
Mere itne zulmo sitam par bhi tu has raha hai.Ek jahreele khanzar ki tarah dil me dhas raha hai.
Kaise karu tujhse nafrat bata de mujhe,
Itna sab hone par b mere dil me bas tu hi bas raha hai
pyaar zindgi ko sajane ke liye hai...zindgi dard bahane ke liye hai..
kaash koi padh pata neri udasi ko....
ye hasta hua chehra to sirf dikhane ke liye hai....
kiTnA oR DaRd DeGa Bs iTnA BtA DeaIsA Kr Ya Rabb mErI HaStI MitA De
YuN GhUt GhuT Ke JiNe Se MaUt BeHTeR HaI
KaBhI nA kulAiN aAnKhEi Tu eSi nEeNd SuLa De
guys its for someone special in my life ever...Zindagi Choti Nahi Hoti,
Bus Humari Khwahishein
Badal Jati Hai....
.
.
Theek Usi Tarah,
.
.
Koi Bura Nahi Hota,
Bs Hamari Soch Badal Jati Hai.
Wo pyar ka sabot dikhaya karte the…Ansu baha ke hume manaya karte the…
Is zindagi main sirf aap se wasta hai…
Wo aksar hame batlaya karte the…
Sone ki fursat kise the….
Wo hume saari raat jagaya karte the…
Bechaini jab had se zyada badh jati the…
Tab wo jee bhar ke gale lagaya karte the…
Wo mohabbat karne wale badal gaye….
Jo har baat par “meri kasam” khaya karte the…:-(
Us ek haseen chehre ne humein tanha kar diya doston...varna hum to apne aap mein hi ek mehfil hua karte the...
ना वो दुआ देता है ना वो दवा देता हैजाने किस जुर्म की मुझको सजा वो सजा देता है
शुरू शुरू में तो करता था प्यार की बाते
अब तो हर बात को हंसी में उढ़ा वो देता है
अच्छी नही लगती हमे ये तो फितरत उसकी
कर कम दे कोई सबको सुना वो देता है
समझ कर न समझता है जज्बात वो दिल के
अब ऐसा लगे है जेसे दगा वो देता है
पचती नही पेट में कोई भी बात है उसके
बातें राज की भी सबको बता वो देता है
Kabhi HontoN Pe UngliyaN KabhiGirebann Kheenchna...
Un ka Andaz-e-Haq Jatana Hi
Bara Jaan leva Hai..!!
Nadeem wrote: "Saara Shaher Us Ke "Janaze" Me Tha Sharik.."Tanhaiyon" Ke Khauf Se Jo Shaks Mar Gaya..!!!"
nice one
Mere Dil Ki Tasali Ke Liye sirf Itna He Kafi Hai KeHawa Jo Tum Ko Choothi Hai Main Us Mein Saans Leta Hu
Mera Dil Toh teri vo hasi se hai jo tu dil se hasti hai..mat kar yeh jaberdasti kyuki..tera dil mujhe sab bata ta haim.
Kuchh alag hi karna hai to vafa karo doston,Warna majburi ka naam le kar bewafai to sabhi karte hai..







jarre jarre me vo hai or katre katre me tum...