Indian Readers discussion
Poets, Poems n Poetry
>
Sher-o-Shayri ! ! !
Usy Mohabat Kahan Thi Bas Dil Lagi Thi AyDil_e_nadaan
Warna Mera Pal Bhar Ka Bicharna
Bhi Us K Liya Azzab Hota......ASRK
Unki Mohabbat Ke Nishan Abhi Baaki Hai, Naam Lab Par Hai Aur Jaan Abhi Baaki Hai,
Kya Hua Agar Dekh Kar Mooh Fher Lete Hai,
Tasalli Hai Ke Shakal Ki Pehchan Baki Hai....
Suna Hai Mohabbat Ki Talaash Main Niklay HoAray Pagal..
Mohabbat Khud Talaash Karti Hai Jisay Barbad Karna Ho.......ASRK
Main Aisi Mohabbat Karta HoonTum Kaisi Mohabbat Karti Ho
Tum Jahan Peh Beth K Jati Ho
Main Waheen Pe Betha Rehta Hoon
Us Cheez Ko Choota Rehta Hoon
Main Aisi Mohabbt Karta Hoon
Tum Jis Se Huns K Milti Ho
Main Us Ko Dost Banata Hoon
Tum Jis Rustay Par Chalti Ho
Main Us Say Aata Jata Hoon
Main Aisi Mohabbat Karta Hoon
Tum Kaisi Mohabbat Karti Ho.........ASRK
Terey Ekhlaass Say Mohabbat Ki HaiTerey Ehssaas Say Mohabbat Ki Hai
Tu Merey Pass Nahin Hai Phir Bhi
Teri Yaad Say Mohabbat Ki Hai
Kabhi Tu Nay Bhi Mujhay Yaad Kya Ho Ga
Main Nay Un Lamhaat Say Mohabbat Ki Hai
Jin Main Ho Sirf Teri Aur Meri Baatain
Main Nay Un Auqaat Say Mohabbat Ki Hai
Aur Jo Mahekay Ho Sirf Teri Hi Mohabbat Say
Main Nay Un Jazbaat Say Mohabaat Ki Hai
Tujh Say Milna Tu Ab Khuwaab Sa Lagta Hai ???
HERO Nay Terey Intezaar Say Mohabbat Ki Hai........ASRK
Jab waqt hi guzarna tha to kisi aur ko apna lete….Tumko bataya to tha mai mohabbat ibadat ki tarha karte hun.........ASRK
Me aaj bhi rakhte hun apne donu hath ka khayal.
.
Najane usne k0nsa hath pakar kaha hoga MUJHE TUM SE MUHABBAT HAI........ASRK
Nahi basti kisi aur ki SURAT ab in AANKHON mein...Kaash ki humne tujhe itni GAUR se na dekha hota !!!
Nadeem wrote: "Nahi basti kisi aur ki SURAT ab in AANKHON mein...Kaash ki humne tujhe itni GAUR se na dekha hota !!!"
Nadeem sir assalaamuailkum
Yadain Unhi Ki Aati Hain Jin Se Kuch Taaluq Ho
Har Shakhs Mohabbat Ki Nazar Se Dekha Nhi Jata......ASRK
Hooron se Keh do ke kisi Gumaan mai na RahenWo Farsh pe bhi Mera hai aur Aarsh pe bhi Mera hai INSHALLAH......ASRK
Us shakhs ne Sada mujhe Qabil-E-nafrt samjha,mene phr bi us se m0hbt ko Ebadat samjha,
me kisi or ko s0ch kr bi kya krte,
mene khud ko sada usi ki Amanat samjha,
mene Umar luta di usy Eitbar-E-Wafa dyne me,
huA AFSos mere bad wo shakhs meri m0habat ko samjha...........ASRK
Sirf Ehsaas badal jatay hain aur kuch nahi.Warna mohabat or nafrat to ek he dil se hoti hai….......ASRK
khareed sakte unhe to apni jindagi de kar bhi khareed lete, par kuch log "keemat" se nahi ''kismat'' se mila karte hai....
Mujhy Maloom Hai, Mera Muqaddar Tum Nahin Lekin ,“Meri Taqdeer Se Chhup Kr,Mujhy Ek Baar” Mil Jao........ASRK
Mery Nazdeek Aa K Dekh Mery Ahsas Ki Shiddat..,Mera Dil Kitna Dharakta Hy Sirf Tery Naam K Sath…....ASRK
Kahan wafa milti hai in matti k haseen insanoon se…Ye log bina matlab k
“KHUDA” ko b yad ni karte......ASRK
sharminda hon in pholon se jin ko tere liye tehni se juda kiya,HERO
Aur wo mere hathoon main hi sookh gay tera intezar karty karty…....ASRK
Zaruri Nai Wo Shakhs Muj Se Pyar Kre,Kuch B Na Kre Bus Aitbar Kre,
.
Ek Phool Le Aye Wo Mere Lye Ek Din,
Chahe Sara Sal Pathron Se Sangsar Kre,
.
Kbi To Wo Mery Liye Udas Ho,
Kabi Chand Ki Roshni Men Mera Intzar Kary,
.
Wo Chup Rahy To Bhi Shikwa Nai Mujhy,
Ankhon Sy He Sahi Kabi To Izhar Kary…....ASRK
Kin Lafzon Main Bayaan Karo0n Apne Dard Ko,yaRooN
Sunne Wale To Bohat Hain Samjhne wala koi nahi.......ASRK
Mujhe Udaas Dekh kar Us ne KahaMere hotey huway Tumhein Koi Dukh Nhi dey sakta
PHIR Aisa hi Huwa
Zindgi mein Jitney Dukh Miley
Sub Usi ne diye......ASRK
Kitni nafrat Hai usey meri Mohabbat se.Usne apne hath jala dala mujhey
apni Taqdeer se mitaney k liye.......ASRK
Bujhi Shamaa Bhi Jal Sakti Hai,Toofan Se Kashti Bhi Nikal Sakti Hai,
Ho K Maayus Youn Na Apnay Iraday Badal,
Teri Qismat Kabhi Bhi Badal Sakti Hay.......
Bujhi Shamaa Bhi Jal Sakti Hai,Toofan Se Kashti Bhi Nikal Sakti Hai,
Ho K Maayus Youn Na Apnay Iraday Badal,
Teri Qismat Kabhi Bhi Badal Sakti Hay.......
Shamaa tu jali ti sath me mera ghar bhi jal gayaToofan se kashti tu nikali ti par us me kuch bacha he nai tah
Maayus na hote tu aur kya karte
Meri qismat ko badalte dekha usna aur apna raste he badal liya.......ASRK
Na kiya kar apne dard_e_dil ko shayeri me bayanLog aur toot jate hai har lafz ko apni dastaan samajh kar.......ASRK
Badi mushkil se sikha hai khush rhna uske bagairpr suna hai ye baat use pareshan bahot krti hai.......ASRK
Jhooti mohabbat wafa iqrar ki qasmein Kitne kuch karte hai log sirf waqt guzarne ne k liya......ASRK
Sub So Gay Khushi khushi Apna Hal-a-Dil Suna kr,Mera koi Nhe Jo Mujhe Kahe Tm Kyun Jag Rhy ho.....ASRK
Ab To Aadat Si Ho Gayi Hai Dard Sehne Ki,Apne Hi Zakhmo Me Dub Kar Rehne Ki,
Khamosh Tanhai Me Ab Dil Lagta Hai,
Na Pukare Koi, Nigah Uthanese Bhi Dil Darta Hai…
Anika wrote: "Ab To Aadat Si Ho Gayi Hai Dard Sehne Ki,Apne Hi Zakhmo Me Dub Kar Rehne Ki,
Khamosh Tanhai Me Ab Dil Lagta Hai,
Na Pukare Koi, Nigah Uthanese Bhi Dil Darta Hai…"
Good one Anika..!
HERO wrote: "Shamaa tu jali ti sath me mera ghar bhi jal gayaToofan se kashti tu nikali ti par us me kuch bacha he nai tah
Maayus na hote tu aur kya karte
Meri qismat ko badalte dekha usna aur apna raste he..."
Quite imaginative...!!
Jaam pe jaam pine se kyA faYdA , shaam ko pee subAh utAr jaYgi !Are dO bunD mere pyAr ki pile zindAgi sari naSe me gujAr jaYgi ! ❤
Jubaan ParJikar Nahi Aata Unka.. To Kya Huaa..
~ Dosto ~
Aaj Bhi Uski Hukumat Hai Meri Har Aik Sans Par.!




Mere Khamosh Lehjoon Ki Wo Ek Sadaa Bhi Hai
Rehta Hai Subah-o-Sham Wo Mere Wajood Mai
Meri Awaaz Mera Lehja Meri Adaa Bhi Hai........ASRK