Indian Readers discussion

1462 views
Poets, Poems n Poetry > Sher-o-Shayri ! ! !

Comments Showing 1,451-1,500 of 2,213 (2213 new)    post a comment »

message 1451: by AaQib (new)

AaQib KhAn | 160 comments मेरी ‪‎smile‬ का
‪password‬ हो ߑतुम दोबारा मत पूछना मेरी
कोन हो तुम !!


message 1452: by AaQib (new)

AaQib KhAn | 160 comments Ye to bda muzh pr Atyachar ho gyA !

Khamkha muze tumse pyar ho gya !!


message 1453: by AaQib (new)

AaQib KhAn | 160 comments Meri Yaadoo Ki Kashti Uss Samundar Mein tairti Hai !
Jiss Mein Paani Meri Apni Palkon Ka Hota Hai…!!!


message 1454: by AaQib (new)

AaQib KhAn | 160 comments Shatranj ho ya jindagi… Maza to tab hi aata ha… Jab Rani marte dam tak shath ho….!


message 1455: by AaQib (new)

AaQib KhAn | 160 comments Teri Yaad Ne Government Office Bana Diya Hai Dil Ko !

Na Koi Baat Sunta Hai, Na Koi Kaam Karta Hai !


message 1456: by AaQib (new)

AaQib KhAn | 160 comments Kehne Walon ka kuch naheen jata !
Sehne wale kamal kerte hain !


message 1457: by AaQib (new)

AaQib KhAn | 160 comments Qatil Qatal Kar Chuka Tha Tadrap Rahi thi Lash Meri,
Rooh Thi Meri Gardish Mein Phir bhi Thi Talash Teri.... !!

my fav.... !!


message 1458: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Khamosh Reh, Tanha Beth, Ro aur Yaad kr us Ko

Tu Ne Ishq Kia Hai Gunah Chota Nahi Tera..★★


message 1459: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Kuch Is Tarah Se Naraz Hai Woh Humse ,

Jaise Unhe Kisi Aur Ne Mana Liya Ho..★★


message 1460: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Mujh Ko To Iss Jahaan Mein,Sirf Tujhi Se "ISHQ" Hai,

Ya Mera Imtehaan Le,Ya Mera Aitebaar Kar..★★


message 1461: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Tumhari Yaad Ki Shama Hamarey Dil Main Roshan Hai...

issey Khud Hi Bhuja Jana Kabhi Aana Hawa Ban Kar..★★


message 1462: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Kisi bewafa ki khatir ye Junon Faraz Kab tak

Jo tumhe Bhula chuka ha Usse tum bhi bhool jao..★★


message 1463: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Tujh Pe Chahat'on Ki Inteha Ki Thi Main Ne....

Bata Tujhe Kisi Aur Ka Hony Ki Zarorat Kiya Thi...★★


message 1464: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Tu mil nahe saka tou tujhe bhool jaon main...

Ay kash kuch tou hota mery ikhtyar mein...★★


message 1465: by AaQib (new)

AaQib KhAn | 160 comments Chai ke kup Se utHte dHue me teri shakal najar aati hai !

Tere khayAlo me kho_kr akSar meri chai thanDi ho jati Hai !


message 1466: by AaQib (new)

AaQib KhAn | 160 comments Milo tO aaj kOi baAt rubArU Karle !

Ye kyO hai duriyA jarA in pr GuftaGu karle !


message 1467: by AaQib (new)

AaQib KhAn | 160 comments nigaHo me ‪haya‬ hO tO dil kA
‪‎parda‬ hi kAfi hai !

varnA ‪nakabo‬ me bHi mohabbAt hua karte Hai !


message 1468: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Waqt par na jaa waqt to har zakham ki dawa hai Mohsin

Aaj tum ne humein bhula diya kal tujhe bhi koi bhula de ga...★★


message 1469: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Tadapne Do Abhi Mujhko

Mohabbat Jurm Hai Mera......★★


message 1470: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Ab tere aankh mein yeh aansoo kis liye...

Jab chodd hi diya tha to bhula bhi diya hota..★★


message 1471: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Tum Naseebo Key Baat Karte Ho


Hum Duaon Se Maang Lete Hain..★★


message 1472: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Teri Khushi Na Ho Shamil Toh Phir Khushi Kia Hai,


Tere Bagair Joh Guzre Woh Zindagi Kia Hai..★★


message 1473: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Poocha Tha Haal Us Ne Badi Muddaton Ke Baad,,,

Kuch Pad Gaya Hai Aankh Mein, Ye Keh Ke Roo Padey..★★


message 1474: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Khud ki fitrat ko badla hai Tujhe apna bnane ke liye


Kroge yaad sadiyon tak Kisi ne dil lgaya tha..★★


message 1475: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Waqt Baha Kar Le Jata Hai, Naam-O-Nishaan Magar,


Koi Hum Mei'n Reh Jata Hai....Aur Kisi Mei'n Hum....★★


message 1476: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Ye Shikayat Hai Mohabbat Ko Mohabbat Waalon
Se,
Sirf Unhone Mujhe Samjha Jinhein Main Nahi
Mila...★★


message 1477: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Bekasoor Kaun Hota Hai Is Zamane Mein,
Bas Sab Ke Gunaah Pata Nahi Chalte...★★


message 1478: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Jaata Hua Mausam Palatkar Aaya Hai,
Tum Bhi Koshish Kar Ke Dekho Na...★★


message 1479: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Koi umeed nahi thi hame unse mohabbat ki .......

Sirf ek khawab tha ki Dil toote to unke haath se toote...★★


message 1480: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Mausam iss qadar khumari mein hai,
Mera shehar bhi shimla hone ki tayyari mein hai...★★


message 1481: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments DIL Ki Baatein To Ishaaron Se Hoti Hai,
Alfaazon Se To Aksar Jhagde Hua Karte Hai....★★


message 1482: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Teri Zidd Se Tang Hokar Istifa Dene Chala Hai Ye
DIL,
Koi Isey Samjaho ISHQ Mein Phir Se Chunaav Nahi
Hote...★★


message 1483: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Mujhe Zindagi Ka Itna Tajurba To Nahi,
Par Suna Hai Saadgi Mein Log Jeene Nahi Dete...★★


message 1484: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Hai Wohi Shakhs Mere Ghar K Andheron Ka Sabab,

Jis Ki Raahon Me Diye Ban K Jala Hun Barson..★★


message 1485: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Bohat saadgi se ho rahay hain gumm,
Tumhare Rabtay, Raste, aur Tum...★★


message 1486: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Insaan Kam The Kya..???
Jo Ab Mausam Bhi Dhoka Dene Lage...★★


message 1487: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Sukoon or ishqiya WO bhi dono eksaath..?...rehne do
ghaaalib koi aql ki baat karo...★★


message 1488: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments एक पल में ले गयी मेरे सारे गम खरीद कर,,
कितनी अमीर होती है ये बोतल शराब की..★★


message 1489: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments मैंने कब कहा ..कीमत समझो तुम मेरी,

ग़र हमें बिकना ही होता तो ..आज यूँ तनहा न होते..★★


message 1490: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Roj Sochta Hoon Kii Bhul Jaun Tujhe

Magar Yahi Baat Roj Bhul Jaata Hoon..★★


message 1491: by Saurav (new)

Saurav Dubey | 114 comments Lahoo Jigar Ka Samajh Ke Mein, Har Mehafil Me Peeye Ja Raha Hoon

Yun to Haseen Aur Bhi Hain Zamaane Me,Na Jaane Kyon Me Tera Hi Naam Liye Ja Raha Hoon..★★


message 1492: by AaQib (new)

AaQib KhAn | 160 comments Laal Ho Ya Peela
Hara Ho Ya Neela
Sukha Ho Ya Geela
Ek Bar Rang Lag Jaye
To Ho Jaye Sab ‪#‎rangeela‬ !


message 1493: by AaQib (new)

AaQib KhAn | 160 comments बाजार के रगों से रगंने कि मुझे जरुरत नहीं !!
पगली ,
"तेरी याद आते ही ये
चेहरा गुलाबी हो जाता है —


message 1494: by Pallavi (new)

Pallavi Mishra | 310 comments फिर आज गुलालों के खातिर
बदरंग बनेगे होली में ।
अंग अंग पर रंग सजा
हुड़दंग करेगे होली में ।।

न जानेगे कितने रंग नये
चेहरों पर खिल जायेगे ।
न जाने कितने टूटेंगे
कितने दिल जुड़ जायेगे
कितनो को तो तन्हा आकर
तंग करेगे होली में
अंग अंग पर रंग सजा
हुड़दंग करेगे होली मे।।2।

कुछ नये मुबारक आयेगे
चाहत में रंग लाने को
कुछ दूर बहुत हो जायेगे
यादो में तड़पाने को
भींग किसी की बारिस में
कुछ दंग करेगे होली में
अंग अंग पर रंग सजा
हुड़दंग करेगे होली में ।।3।।

क्या सच्चा है इस जीवन में
रंग कौन सा झूठा है
पर प्यार में दिल से न खेलें
इस प्यार का रंग अनूठा है
कुछ आँशू भी तो बरसेंगे
बेरंग बहेंगे होली में
अंग अंग पर रंग सजा
हुड़दंग करेगे होली मेँ।।4।।



।।होली मुबारक।।


message 1495: by Pallavi (new)

Pallavi Mishra | 310 comments पिचकारी कि दुकान से दूर, हाथोँ मेँ कुछ 'सिक्के' गिनते मैँने
उसे देखा...
एक 'गरीब बच्चे' कि आँखो मेँ, मैँने 'होली'
को मरते देखा...
थी चाह उसे भी नये कपडे पहनने कि,
पर उन्हीँ कपडोँ को साफ करते देखा...
थे नहीँ माँ-बाप उसके,
दूसरोँ बच्चोँ को माँ-बाप के साथ देखकर उसकी आँखे भरते
देखा...
हम करते हैँ सदा अपने गमोँ कि नुमाइस,
उसे चुपचाप गमोँ को पीते देखा...
जब मैँने कहा 'बच्चे क्या चाहिये तुम्हे?'
तो उसे चुपचाप मुस्कुरा कर 'ना' मेँ सिर हिलाते देखा...
था वह उम्र मेँ बहुत छोटा अभी
पर उसके अंदर मैँने 'जमीर' को पलते देखा...
सारे शहर के रँगे-पुते चेहरे मेँ,
मैने उसके हसते हुए, मगर बेबस चेहरे को देखा...
नामकूल रही होली मेरी,
जब मैँने जिँदगी के इस दूसरे अजीब पहलू
को देखा...
'होली' पर किसी गरीब बच्चे
कि जिँदगी मेँ खुशियोँ का रंग घोल के दखो...
इस बार 'होली' कुछ यूँ मनायेँ,
किसी गरीब की 'खुशियाँ' रंगो से
सजायेँ...
# Happy_Holi ----


message 1496: by Pallavi (new)

Pallavi Mishra | 310 comments कुछ उलझे सवालो से डरता हे दिल
जाने क्यों तन्हाई में बिखरता हे दिल
किसी को पाने कि अब कोई चाहत न रही
बस कुछ अपनों को खोने से डरता हे ये दिल


message 1497: by Pallavi (new)

Pallavi Mishra | 310 comments Rulane mein aksar unhi ka
hath hota hai... Jo kahte hai...
.
.
"Aap haste huye bhut achhe
lgte ho"...


message 1498: by Md.ateeque (new)

Md.ateeque अपने शब्दों मैं ताकत डालें
आवाज मैं नही,
क्योंकि फुल बारिश से खिलते है
तूफानों से नही.।


message 1499: by Aditya (new)

Aditya Tyagi | 61 comments Andar ka shor acha hai thoda daba rahe
Behtar yehi hai aadmi kuch bolta rahe...!!!!


message 1500: by AaQib (new)

AaQib KhAn | 160 comments लफ्ज़..अलफ़ाज़...कागज़...किताब... सब बेमानी है...तुम कहते रहो, हम सुनते रहें, बस !!


back to top