Indian Readers discussion
Poets, Poems n Poetry
>
Sher-o-Shayri ! ! !
Pareshaniyan To Yoh Boht Hain Meri Zindgi Mein Magar Teri Mohabbat Sa Magar Mujhe Koe Tang Nahi Karta
ऊन परिंदों कौ केद करना मेरी फितरत मैंनहीँ..
जो मेरे पिंजरे मे रह कर दूसरो के साथ
उडना पसंद करते हैं...
Yu na sata mujhe baaz aajamera dil dukhane se,
Main toh insan hu patthar bhi tut
jata h itna azmane se...
Nadeem wrote: "Naaz wrote: "Taash ke patte me ikka or zindagi ke safar me sikka...Jab chalta hai to saari duniya salam karti hai.."
KHOOB saje pattein, hathon me mere...!!!
Gila bas yehi hai, ki RANI ne DHOKA d..."
Humari Zindagi Tash Ke Patto Ki Tarah Hai Yaron..
Jo Jeeta Usne Bhi Fainka..
Aur Jo Haara Usne Bhi Fainka..
Nadeem wrote: "Naaz wrote: "Sarey raah jo unsay nazar mili…To Naksh dil key ubhar gaye…
Hum nazar mila kar jhijag gaye…
Vo Nazar jhuka kar chale gaye…"
NAZAR jhukain...woh apni ada me sharmain!!!
KHUDA kare ye..."
Lovely..
Pallavi wrote: "Yu na sata mujhe baaz aajamera dil dukhane se,
Main toh insan hu patthar bhi tut
jata h itna azmane se..."
Hame toh khair aadat hai DARD sehne ki...
Tum Itna ZULM karte ho, kabhi thak nahi jaate ???
चिराग-ऐ-फिक्र यक़ीनन बुझा के सोते है।मगर नसीब की शमा जला के सोते है।।
वो रोज़ ख्वाब में जन्नत को देखते होंगे।
जो अपनी माँ के पैर दबा के सोते है!ं
Kuch Is Tarha Se Aaj tu Mere Bazo'On Main Aa,Mere Adab (manners) aur Teri Haya Ko...koi Khabar Na Ho !!!
Nadeem wrote: "Kuch Is Tarha Se Aaj tu Mere Bazo'On Main Aa,Mere Adab (manners) aur Teri Haya Ko...koi Khabar Na Ho !!!"
Bahut Hi Umadaa Nadeembhai! Nadeembhai Aapko Pesh-e-Khidmat.....
Ab Itanaa Bhi Maashaa-Allaah! Khoob Naa Likhaa Kijiye.....
Hame Tumhaare Alfaazon Se ISHQ Saa Hone Lagaa Hai!
Kuchh MiThi Si ThanDak Liye Gujri Abhi Hawaa.....Shaayad Teri Yaadon Se Bharaa DIL Ka Darwaazaa Khulaa Rah Gayaa!
Majhab, Daulat, GhamanD, Gharaanaa, Dushmani.....Ek MOHABBAT Ki Chaadar Ko Kitne Chuhe Kutarte Hain!
Naa Baadshaah Hoon Dilon Kaa, Naa Shaayar Hoon Lafzon Kaa.....Soch Saath Deti Hai Aur Mai Baaten DIL Se Kartaa Hoon!
Nashaa Tab Dogunaa Ho Jaataa Hai Doston.....Maykhaane Se Nikalkar Jab Unse Nazar Hum-Nazar Hoti Hai!
Nadeem wrote: "Kuch Is Tarha Se Aaj tu Mere Bazo'On Main Aa,Mere Adab (manners) aur Teri Haya Ko...koi Khabar Na Ho !!!"
rooooomantic.. lovely..
Piya wrote: "Nadeem wrote: "Kuch Is Tarha Se Aaj tu Mere Bazo'On Main Aa,Mere Adab (manners) aur Teri Haya Ko...koi Khabar Na Ho !!!"
Bahut Hi Umadaa Nadeembhai! Nadeembhai Aapko Pesh-e-Khidmat.....
Ab Itana..."
Nice one Piya.. very good
Piya wrote: "Nadeem wrote: "Kuch Is Tarha Se Aaj tu Mere Bazo'On Main Aa,Mere Adab (manners) aur Teri Haya Ko...koi Khabar Na Ho !!!"
Bahut Hi Umadaa Nadeembhai! Nadeembhai Aapko Pesh-e-Khidmat.....
Ab Itana..."
@Piya and Naaz
Main SHAYRI nahi...apna DARD likhta hoon...
Log toh bas yuhi, WAAH..WAAH..karte hai !!!
Kisi ki khatir mohabbat ki inteha kardo,Par itna bhi nahi ki us ko khuda kardo.
Mat chaho kisi ko toot kar itna bhi,
Ki apni hi wafaon se us ko bewafa kardo.
Dost Ban Kar Dushmano Sa wo Satata Hai Mujhe,Phir Bhi Patthar Dil Pey Marna Apni Fitrat Hai..
To bus Hai..
Kab Kaha Maine Ki Wo Mil Jaye Mujhko aik baar..
Uski Goad Mein Ye Dam Nikle, Ye Hastrat Hai..
To bus Hai...
E nadan duao se kuch nhi hota ye to takdeer ka khel hai ..Wrna har gareeb ko dua me roti milti aur chehare pr muskrahat
Yaadon ke jhole ko jyada na bhar lena Gum bhi aa jayega
Ane wale kal me rulayega
Tumhe zindagi se tanha kr jayega
Tum hasoge to zimdagi hasayegi To roge to zindagi rulayegi
Iski sadak pr ruk gaye to dhakka deke girayegi
Badate rhe to ek din manjil nazar aayegi
Chum Leti Hain Lapak Kar Kabhi Chehraa..Kabhi Lab Mere.....Tumne Apni Zulfon Ko Bahut Sar ChaDhaa Rakhaa Hai!
ISHQ Hone Kaa Izhaar To Wo Bhi Karnaa Chaahte Hain.....Aankhen Bhi Razaamand Hain...Lab Soch Rahe Hain!



Umar itni to nahi thi jitne sabak seekh liye humne....