Indian Readers discussion
Poets, Poems n Poetry
>
Sher-o-Shayri ! ! !
message 901:
by
Piya
(new)
Dec 31, 2014 08:46PM
Happy New Year 2015 To All Shayrana People!
reply
|
flag
Bana k chor dety hain wo apny wajood ka aadi, MohsiN…..Kuch log is tarha bhi muhabton ka sila dety hain
Piya wrote: "Kal Raat Usko Gale Lagaayaa Thaa Maine.....Aaj Dinbhar Mere Dost Meri Mahak Kaa Raaz Puchhte Rahe!"
veryc nice
Anjan raasto pe uhi tanha chal pada hun main,Na manzil ka pata na zariye ki khabar,
Bas ek haseen intefaq k intezar mein,
Be maqsad si zindagi basar kar rha hun main
Rocky wrote: "Anjan raasto pe uhi tanha chal pada hun main,Na manzil ka pata na zariye ki khabar,
Bas ek haseen intefaq k intezar mein,
Be maqsad si zindagi basar kar rha hun main"
Bhoot khoob
Aaj kal mera bhi hal kuch esa hai
Sans hai par hal jinda lash jaisa hai
Agar Har Baat Lafzon Mein Hi Bayaan Hoti.....To Saans, Nazar Aur Sparsh...In Cheejon Ki Koi Kimat Hi Naa Hoti!
Jab Baat Ho DIL Ki To Soch-Samajhkar Kadam Uthaanaa.....Kyonki DIL Ke Purje Duniyaa Ke Kisi Bhi Bazaar Me Nahi Milte!
"इलाज-ए-इश्क" का एक आसान "मशवरॉ" देता हूँ तुम सबको...!!सुनो
"बेवफा" बन जाओ "यकीन" मानो बहूत खुश रहोगे....
Marte Waqt Ek Dost Ne Likhi Dil Ko Cheer Denewaali Baat Hai....."Mujhe Jaldi Mat Jalaa Denaa, Mere Doston Ko Der Se Aane Ki Aadat Hai!"
Raat ki tanhai mein do pal mehsoos karne de, Kya pata inhi chand lamho mein manzil-e-maqsood likhi ho
Aur Kitne Tukde Karoge Iss TuTe Hue DIL Ke?.....Jab Todke Thak Jaao To Sirf Itanaa Bataanaa Ki Uski Khataa Kyaa Thi...!
Mohabbat ki aag zalim kitna tarpati hai,
Waqt guzarta nahi, saanse thum si jati hai,
Aur ishq ki raunak to dekho mere yaaron,
Yaad wo karte hai aur hichki hum ko aati hai..!!
Waqt guzarta nahi, saanse thum si jati hai,
Aur ishq ki raunak to dekho mere yaaron,
Yaad wo karte hai aur hichki hum ko aati hai..!!
Bahut Door Se Tere Kadamon Ki Aahat jaan Lete Hain.....Tujhe Ai Zindagi! Hum Door Se Pahchaan Lete Hain!
Tumne Hi Safar Karwaayaa Thaa MOHABBAT Ki Kashti Kaa.....Ab Najaren Naa Churaao Mujhe Dubataa Dekhkar!
Ye Tumhaari Nashili Aankhon Ki Tauhin Hai, Zaraa Socho To.....Tumhe Chaahanewaalaa Sharaab Peetaa Hai!
Sukhte Patte Ne Daali Se Kahaa..Chupke Se Alag Karnaa.....Varnaa Logon Kaa Rishton Se Bharosaa Uth Jaayegaa!
Mohabbat tumse hai yeh maanti hoon meinChahat bus tumhari hai yeh janti hoon mein
Aao apni zaat ke us pehlu se milaaaon tumhe
Mein kya hoon aur kaun hoon yeh bataaon tumhe
Mein apni maa ki tarbiyat mein dhala ik sancha hoon
Apne baba ki umeedon se pur aik khaka hoon Mein
Apne bhai ki ghairat hoon yeh jaanti hoon mein
Is ghar ki izzat hoon yeh maanti hoon mein
To phir behek jaaon mein yeh mumkin hi nahin
Rishte aur bhi to hain sirf tum hi to nahin
Mohabbat unhe bhi to hai sirf tum ko hi nahin
Piya wrote: "Kabar Ki MITTI Haath Me Liye Soch Rahaa Hoon.....Log Marte Hain To...GUROOR Kahaa Jaataa Hai?"
Bahut khub kaha !
very nice
Maine unse pyar kiya,yeh mere pyar ki had thi.
Maine unpe itabar kiya,
yeh mere itabar ki had thi.
Markar bhi khuli rhegi meri aakhen,
yeh mere intizaar ki had hogi….
Lagta hai aaj ki raat bhi mumkin nahi sona mera,Ke bahot yaad aa raha hai neendon ko udaane wala....




