Indian Readers discussion
Poets, Poems n Poetry
>
Sher-o-Shayri ! ! !
Piya wrote: "Manzil Paanaa Bahut Door Ki Baat Hai.....Guroor Me Rahoge To Raaste Bhi Naa Dekh Paaoge!"
Nice lines
Piya wrote: "Janaazaa Issliye Bhaari Thaa Uss Gareeb Kaa.....Kyonki Woh Saare Armaan Saath Lekar Chalaa Gayaa!"
Bhooot khooob kha
Pallavi wrote: "Yun Naa Har Baat Par Jaan Haazir Kijiye.....Log Matlabi Hain...Kahi Maang Naa Baithe! "
Awesome !!!
Woh aaye hamari qabr par, apne humsafar ke saath...Kaun kehta hai doston, dafnane ke baad jalaaya nahi jaata !!!
Raat bhar jalta raha ye dil usi ki yaad mein..samaj nhi aata dard pyar karne se hota h ya yaad karne se
Aaj bhi yaad hai bachpan ke vo din jab ma bolti thi ki had hoti hai khelne ki aur ..... Muje ye sawal jyada samjh nhi ata tha Aaj mera khud se yhi sawal hai..
Kbhi hatho se kahti hu had hoti uska abhas aaj bhi mahsoos krne ki ..... Tum jante ho na tumhre ungliyo ka jagh bhrne wala ab kabhi nhi ayega..apni hatheliyo me chupi muskrahat ki lakeero se tere gum ki lakkero ko chupane wala ab kabhi teri muskrahat nhi ban payega .
Had hoti dil usko aaj bhi ashiyna dene ki .... Mera hokar uske waqlat krne ki vo ab tere ashiyne me nhi sama payega
Had hoti hai nigaho me usko tasveer chupano ki .. Vo ab hakikat ki film kabhi nhi ban payega ......
Had hoti hai uske liye aansu bahane ki .. Vo ab aansu pochne kabhi nhi ayega ...
Had hoti hai man usko yad krne ki vo ab tere samne kabhi nhi ayega .......
Had hoti hai khud ko jhutlan ki ki bhul gaye .. .pr kash tu janti hai na tu use kabhi nhi bhul pyega
Bulandiyon Ko Chhune Ki Khwaahish To Bahut Hai.....Magar Dusaron Ko Raundne Ka Hunar Kahaa Se Laaun?
Zindagi jine ka suroor hai mujhme,
Teri mohabbat ka shayad sukun hai mujhme,
Bhul jayegi tu mujhko guzre waqt ke sath,
Bas ji le ye lamha jub tak junoon hai isme..!!!
Teri mohabbat ka shayad sukun hai mujhme,
Bhul jayegi tu mujhko guzre waqt ke sath,
Bas ji le ye lamha jub tak junoon hai isme..!!!
Pallavi wrote: "Aaj bhi yaad hai bachpan ke vo din jab ma bolti thi ki had hoti hai khelne ki aur ..... Muje ye sawal jyada samjh nhi ata tha Aaj mera khud se yhi sawal hai..
Kbhi hatho se kahti hu had hoti..."
Veryyy nice.....
Shraddha wrote: "Pallavi wrote: "Aaj bhi yaad hai bachpan ke vo din jab ma bolti thi ki had hoti hai khelne ki aur ..... Muje ye sawal jyada samjh nhi ata tha Aaj mera khud se yhi sawal hai..
Kbhi hatho se k..."
Thnx a lot shradhdha
Aaj fir se kuch khone ka dar hi Kash chupa le tere daman me
Dil me dhoke ke hi teer hai bas ye alam hai
Ye duniya badi jalim hai
Dil ke dariya me jaise tufaan aaya hai,
Hoto pe saki ke aaj mera naam aaya hai,
Hai kayamat ki raat yaroo sambhalo mujhe,
Aaj khuda ne nahi mohabbat ne bulaya hai.
Hoto pe saki ke aaj mera naam aaya hai,
Hai kayamat ki raat yaroo sambhalo mujhe,
Aaj khuda ne nahi mohabbat ne bulaya hai.
I really liked this shayri posted by a girl on FB....so thought of sharing it !!!ISHQ ko dil me jagah do apnay...!!!
ILM se shayri nahi aati !!!
ILM = knowledge
Agar me had se gujar jau to muje maaf karnaTere dil mein utar jau toh mujhe maaf karna,
Raat mein tujhe dekh ke tere deedar ki khatir
Pal bhar jo theher jau toh mujhe maaf karna...
For more Please also visit for gujarati shayari
Taqdir banane wale tune bhi had kar di,Taqdir me kisi or ka naam likha or
Dil me chahat kisi or ki bahr di..!!
Waaqif Hu Bahut Khoob Is Dunia Ki Fitrat Se,.
>>Ay Dost<<
.
Bahut Chahaty Hain Log Magar Ek Zarurat Ke Hisab Se.!!
Un parindo ko kaid karna meri fitrat me nahi…Jo mere dil k pinjre me reh kar bhi dusro ke sath udne ke shauk rakhte hai…
Pallavi wrote: "Hwao se kah do apni aukat me raha kre .. Hum panko se nhi haunslo se udate hai"
Do pal ke liye nazar aayi, ghunghat se surat tumhaari !!!
Yeh hawa ka khel tha, yaa meherbaani tumhaari !!!
Nadeem wrote: "Pallavi wrote: "Hwao se kah do apni aukat me raha kre .. Hum panko se nhi haunslo se udate hai"
Do pal ke liye nazar aayi, ghunghat se surat tumhaari !!!
Yeh hawa ka khel tha, ya
a meherbaani tum..."
Bhoot khoob
Aaj tak suna hai ....Apno ki dua ye hmesha kaam krti hai
Aur aaj tak dekha hai
Apno ki badduaa ye jaroor asar krti hai
Ek Tanha Raat Mein Main Pooch Baitha Chand SeEk Tanha Raate Mein Mai Pooch Baitha Chand Se,
Kya Kabhi Mohbat Ki Hai Kisi Anjaan Se
Chand Ro Pada Or Dastaan-E-Dil Kehne Laga,
Na Ker Mohabbat Kisi Anjaan Se
Wo Nahi Kam Kisi Ajnabi Mehmaan Se,
Roshni Jo Ansh Mera Hokar Dur Hai Mujhse
Or Tu Mohabbat Ker Baitha Kisi Geir Insaan Se,
Ek Din Tanha Tujhe Chod Wo Dur Kanhi Chala Jayega
Or Reh Jayega Akela Mohabbat Ki Viraan Mein,
Janha Koi Na Hoga Dard-E-Dil Tera Sun Ne Wala
Or Tu Dafan Ho Jayega Kisi Banjar Shamshan Me




Guroor Me Rahoge To Raaste Bhi Naa Dekh Paaoge!