Indian Readers discussion
Poets, Poems n Poetry
>
Sher-o-Shayri ! ! !
Pallavi wrote: "Piya wrote: "Unhone Mujhse Sawaal Kiyaa.."Mujhe Kyun Itnaa Pyaar Karte Ho?".....Maine Kahaa Kee.."Zindagi Kise Pyaari Nahi Hoti...!""o
mujse bhi kisi ne poocha tha ki itna jyada pyar karti ho m..."
@ pallu
Rab na kare ishq ki kami kisi ko sataye,
pyar karo usi se jo tumhe dil ki har baat bataye.
Pyar krne se pehle ye kasam jaroor lena ki,
Ae khuda aakhiri saans tak hum is pyar ko nibhaye..
Aneesh wrote: "Pallavi wrote:mujse bhi kisi ne poocha tha ki itna jyada..."
Its not pallu its pallavi mishra
Aneesh wrote: Is matlb ki duniya me kise chahne wala milta hai Bht kam hao jo esi kismat rakhta hai
Hmare pas to jarurat pr log ate hai
Kam hote hi akela chod jate hai
Mujh Pe Jab Sitam Karna, To Taras Na KhanaAe Jaan
Mujh Pe Har Saza Jaiz Hai K Meri khata hi kuch aisi Hai ..
Sab sahi kahte hai me hmesha galati hi karti hu Har waqt dusro ki khushi me apni khushi dundati hu
Dusaro ke liye ban janti hu jokar hansane ke liye
Aur vo duae dete hai jahannum jane ke liye
Dusaro ke ansu punc ansu ko apna bnaya hai
Warna tu hi bata -
Is matlb ki duniya me kun tere sath ay hai
Tu kal bhi akeli thi aaj bhi akeli hai
Ye duniya tujhe pagal kah krti hansi thitholi hai
Bata to sahi kunsi ese rat h jisme bina ansu ke soyi h
Pallavi wrote: "Kabhi kabhi shak hota hai tumhare dil ke hone pr Shayad tum dil ya mohbbat ka dikhawa krte the
Wrna u hi mohbbat bhra dil itna zalim nhi hota"
Badnaam Zamane Me Mohabbat Nahi
Karte,
Dil Wale Toh Dushman Se Bhi Nafrat
Nahi Karte,
Ek Baar Jise Chaha Sadaa Ussi Ke
Rahe Phir,
Hum Amanat Me Qiyanat Nahi Karte,
Tanhiye Me Karte Hain Yaad Aanso
Bahakar,
Zahir Phir Hum Apni Ibadat Nahi
Karte,
Waqt Aane Pe Yeh Maloom Hojayega
Tumhe,
Hum Sirf Dikhawe Ki mohabbat Nahi
Karte,
Likhte Hain Faqat Tumhare Liye
Ghazalein,
Har Shaqs Pe Hum Aisi Inayat Nahi
Karte.
Kyon Nikle Ho Tum Mohabbat Ki Talaash Mein...?Mohabbat Khud Talaash Karti Hai Jise Barbaad Karnaa Ho...!
Teri Saadgi Ko Niharne Ka Dil Krta H, Tamaam Umr Tere krib rhne Ko Dil Krta H,
Ek Mukammal Shayari H Tu Kudrat Ki,
Tujhe Ghazal Banake Jubaan Pe Laane Ka Dil Karta Hai.
Deedaar ki Talab ho, toh nazrein jamain rakh GAALIB!Kyuki "NAQAAB" ho ya "NASEEB", SARAKTA zaroor hai !!! :)
Sharabi vo hai jo sharab peeta hai Galiya uglta hai
Aur duniya us pr bigadti hai
Shayar use kahte hai
Jo gum peeta hai
Shayari uglta hai
Aur duniya wale wah wah kr khush hote hai
Kash QAYAMAT ke din sawaal ho bewafoan ka...aur tum roh roh kar kaho...khuda ke wasta, mera naam mat lena !!!
Jitna khushi ko pana chaha us se jyada gum ko paya hai Jutna in hontho se muskrana chaha us se jyada in ankhon ne aansu bhaya hai
Der se samjh aya ki kismat se jyada na aya hai na kisi ne paya hai
Aur kash tri hatho aur mathe ki lakeeron me bas gum aur ansu ka saya hai
Khilenge phool chaman mein toh gulshan mein baharein hogi
barish ke baad ki dhoop bhi kahi pe shatrangi hogi
baithe hai hum aandheero mein yehi ummed kiye
Ki is mayuus si kali raat ke bad haan phir subah hogi.....
tumm bhi fool ho hum bhi fool hai
tum bhi fool ho
hum bhi fool hai
bus farq itna hai
ki aap english ke fool ho
hum hindi ke fool hai
agar kisi ko boora lagaa toh mujhe maaf kar dijiyegaa
Jab Mile Thodi Fursat...Dil Ki Baat Bataa Denaa.....Bahut Khaamosh Rishte Zyaadaa Zindaa Nahi Rahte!
'Waqt aur Rishtey'Muft milte hein,
Magar Inki Qeemat ka pata tab
chalta hai Jab ye kahin kho jate hain.
आशा , उम्मीद और ख्वाहिश हर इन्सान के साख होती है | और चलो एक बार को मान लिया जाये कि इन्सान बिना उम्मीद या ख्वाहिश के साथ जी सकता है | तो मुझे एसा लगता है कि इन्सान में आशा की बून्द तभी खत्म होती है जब मौत करीब हो | खैर छोड़ये जी दिवाली करीब है सुख समपन्नता का त्यौहार | तो सभी को मेरी तरफ से तहे दील से शुभकामनायें| सब इस दिवाली से उम्मीद लेकर बैठते है | घर की साफ सफाई , लक्झमी जी को बुलाने के प्रयास शुरू हो जाते है | साथ साथ पैसा भी तो आयेगा ना |
# बच्चों को ज्यादा से ज्यादा छुट्टी और खेलने को ढेर सारा समय चाहिये
# ग्रहणी को घर की सुख सम्रध्दी की खवाहिश
# नौकरी पेशा व्यक्ति को अच्छे तोहफे और बोनस की उम्मीद
# दुकानदार और व्यापारी को डिस्काउंट देकर लम्बे चोड़े मुनाफे की उम्मीद
लेकिन में अभी छत पर खड़े होकर गली के लास्ट मे बनी वो झोपड़ी आज भी देख सकती हूं | एक एसा घर जो सालों से एसा है जिसमें एक सींख या धागे का भी बदलाव नहीं हुआ . उसमें एक काका रहते है जो सालों से टूटी खटिया पर पड़े है | काकी बिचारी ना जाने कैसे गली का कूड़ साफ कर २ रोटी का इंतजाम कर लेती है |
लेकिन आज काका में एक अलग ही जल्दी में थे जो काका ठीक से बैठ भी नहीं पाते थे वो काका आज दौड़ लगा रहे थे जोश और स्फूर्ति के साथ| जो काका के मुंह से सिर्फ खांसी की आवाजें सुनी थी मैने वो काकी को डांट कर सामान मंगा रहे थे|
क्या हुआ साहब मैने कहा ना आशा इन्सान से कुछ भी करा सकती है | आशा ना हो तो म्रत्यु पास है वरना आशा इन्सान को म्रत्यु शैया से भी वापस ला सकती है |
अरे मैं आपको बताना भूल गयी काका पेशे से कुम्हार थे तो इस दीवाली पर काका की आशा भी बनती है साहब | तेज धूप हो या सुबह की कड़कती ठंड काका का कुछ ना बिगाड़ पायी काका तो अपनी ही धुन में चाक को घुमाये जा रहे थे और मिट्टी के दीपक बनाये जा रहे थे | काकी ने कई बार कहा भी ज्यादा काम ना करो और बीमार हो जाओगे और काका खिलती मुस्कराहट के साथ कहते तो क्या हुआ लोग अपने घर को बिजली और दीपक की चमक से सजाते है कम से कम हम दिवाली पर चूलहा तो जला पायेगें|
तभी एक आदमी काका के पास आया काका की मुसकान और बढ चुकी थी और आँखो की चमक उनकी दिल की खुशी को और अलग ही बयां कर रही थी |
आदमी ने पूछा कितने के है - काका ने कहा २० के २०
और आदमी ने कहा इतने महंगे इस से अच्छा तो बिजली की लाइट है ना तेल और बत्ती का चक्कर, २०० की आयेगी पर २ साल तो चलेगी दीपक तो एक दिन भी नहीं चलते |
काका की औंखो की चमक अब चुभने लगी थी मुस्कराहट साथ छोड़ चुकी थी |
" हम सब कितने स्वार्थी है अपने घर की चमक धमक में.. घर को रोशनी से सजाने की धुन मे भूल जाते हैं कि कई ऐसे घर होंगे जिनमें चूलहे की आँच से भी रोशनी ना हुई होगी |
हम अपने घर में ढेरो मिठाई चाकलेट लाते है पर भूल जाते है कि ना जाने कितने लोग होंगे जिन्होने कई दिन से रोटी की भी शक्ल नहीं देखी होगी
ना जाने कितने बच्चे एसे होंगे जिन्हें मिठे का मतलब नहीं पता होगा मिठाई तो क्या बताशे और चीनी भी नही देखी होगी |
काश हम मिठाई के ढेरे से एक dairy milk silk कम कर २० रू के दीपक खरीद लेते तो कोई बताशे से ही सही मुंह मीठा कर लेते
Main Ghareeb Ka Beta Hoon,.Zindagi Ko Sitam Main Kehta Hoon,.
Majbooriyon Mein Bhi Khush Rehta Hoon,.
Chand Boondon Se Pait Bhar Leta Hoon,.
Kyun Ki ,.
Main Ghareeb Ka Beta Hoon,.
Thandi Mein Thitt-tor Leta Hoon,.
Barsaat Mein Bheeg Leta Hoon,.
Garmi Paaon Jalaati Hai,.
To Pattharon Pe So Leta Hoon,.
Kyun Ki,.
Main Gareeb Ka Beta Hoon,.
Kabhi Sabzi, To Kabhi Kuch Na Mile,.
Namak, Roti Pe Main Jee Leta Hoon,.
Zakham Chahe Jaisa Bhi Ho,.
Thodi Haldi Main Lagaa Leta Hoon,.
Kyun Ki,.
Main Gareeb Ka Beta Hoon,.
Ek Kameez, Ek Patloon,.
Roz Bina Saboon, Main Dhota Hoon,.
Badi Dukaano Ki Raunak Dekh,.
Aksar Khush Main Ho Leta Hoon,.
Kyun Ki,.
Main Gareeb Ka Beta Hoon,.
Gham Bhi Bohat Hain, Dar Bhi Hain,.
Dil Mein Sab Dabaa Leta Hoon,.
Kabhi Akele, To Kabhi Sabke Saamne,.
Aankhon Se Aanghotha Bhigo Leta Hoon,.
Kyun Ki,.
Main Gareeb Ka Beta Hoon,.
Ae dil na dhadak itni zor se, kahin aawaz unhesun na jaye,
wo dhadkano ki zuban samjhane lage hai, kahin
dil ka raaz khul na jaye.
Baat karni mujhe mushkil kabhi aisi to na thi,jaisi ab hai teri mehfil kabhi aisi to na thi,
le gaya cheen ke kaun aaj tera sabr-o-qarar,
be-qaraari tujhe ae dil kabhi aisi to na thi
Teri Ankhon Ke Nashe Mai Doob Jau.Teri Julfooo Ki Caho Mai Khud Ko Bhul Jau.
Teri Hothon Ki Hasi Ko Pee Loo Sanaam
Aa Kareeb Mere Teri Bhaahon Mai Khud Ko Bhul
Jau.
First post:
Husn Nakhre bhi kare to pyar aata hai,
Yaaron mohabbat ka mazaa to intzaar me aata hai.
Husn Nakhre bhi kare to pyar aata hai,
Yaaron mohabbat ka mazaa to intzaar me aata hai.
Suna tha apsarain jannat me hoti hai,
Aaj is zami ki phir kyun kimat barh gayi...!!!
Aaj is zami ki phir kyun kimat barh gayi...!!!
Pallavi wrote: "Kabhi kabhi hasne me bhi aansu aa jate hai.
Kuch logo ne esi duae di hai"
Nice...!!!
Kuch logo ne esi duae di hai"
Nice...!!!
Pallavi wrote: "Zindagi ne mere marz ka karhgar ilaz btaya .......Waqt ko dawa kaha
Aur khwahisho ka parhez bataya"
Baht khoob.....
Shraddha wrote: "Pallavi wrote: "Zindagi ne mere marz ka karhgar ilaz btaya .......Waqt ko dawa kaha
Aur khwahisho ka parhez bataya"
Baht khoob....."
Shraddha wrote: "Choom Kar Mere Kafan Ko
Us NE Tadap Kar Kaha
Naye Kapre Kiya Pehan Liye
Ab Toh Dakhte Bhi Nahi Ho."
Thnx
Nitish wrote: "Pallavi wrote: "Kabhi kabhi hasne me bhi aansu aa jate hai.Kuch logo ne esi duae di hai"
Nice...!!!"
Thnx



Tumhen Mujse gila kya hy?
Achanak
be rukhi itni.
Batao to hua kya hy?
Manaun kis tarah tum ko?
Mujhe itna to batla do.
Agr ab ho sake tum se.
To ye ahsan farma do.
Meri manzil mohabat hai.
Mujhe manzil pe pohncha do.
Tumhari aankh men aansu.
Mujhe achce nhi lagte.
Tumhary narm honton pe
Gile ache nhi lagte.
Tumhare muskurane se.
Mera dil muskurata he.
Tumhare rooth jane se.
Mera dil toot jata hai