Indian Readers discussion
Poets, Poems n Poetry
>
Sher-o-Shayri ! ! !
हमें मोहब्बत करना नही आता,
शिकवा तो इस दिल को भी है,
पर इसे शिकायत करना नहीं आता
मुहब्बत की हकीकत से हम खुब
वाकीफ थे, दोस्तों ।।।।
पर पता नहीं क्यों !! उनको देखा तो ,
जरा सा शौक हुआ जिंदगी बरबाद करने
का......!!!!!!!
समझते थे हम उनकी हर बात वो हरबार हमे
धोका देते थे..
पर हम भी दिल के हाथो मजबूर जो हर बार उन्हें
मोका देते थे...
बहोत है मेरे मरने पर रोने वाले...
मगर तलाश उसकी है..
जो मेरे रोने पर मरने की बात करदे...
झूठ कहते हैं लोग कि मोहब्बत सब कुछ छीन लेती है,
मैंने तो मोहब्बत करके, ग़म का खजाना पा लिया!
शिकवा तो इस दिल को भी है,
पर इसे शिकायत करना नहीं आता
मुहब्बत की हकीकत से हम खुब
वाकीफ थे, दोस्तों ।।।।
पर पता नहीं क्यों !! उनको देखा तो ,
जरा सा शौक हुआ जिंदगी बरबाद करने
का......!!!!!!!
समझते थे हम उनकी हर बात वो हरबार हमे
धोका देते थे..
पर हम भी दिल के हाथो मजबूर जो हर बार उन्हें
मोका देते थे...
बहोत है मेरे मरने पर रोने वाले...
मगर तलाश उसकी है..
जो मेरे रोने पर मरने की बात करदे...
झूठ कहते हैं लोग कि मोहब्बत सब कुछ छीन लेती है,
मैंने तो मोहब्बत करके, ग़म का खजाना पा लिया!
Le Rahaa Thaa Mohabbat Ke Baazaar Se ISHQ Ki Chaadar.....Logo Ki Bheed Se Aawaaz Aai "Saahab! Aage Se Kafan Bhi Lenaa!"
Sukhe Hontho Se Hi Hoti Hain Mithi Baaten.....Pyaas Bujh Jaaye To Alfaaz Aur Insaan Dono Badal Jaate Hain!
Ye Wafa Ye Mohabbat Tere Naam Ki,Hm Ne Apni Chahat Tere Naam Ki,
Sb Gham Or Dard H Hmare Liye,
Hm Ne Tamam Umar Ki Kushi Tere Naam Ki,
Hmari To Na Manzil Hai Na Rasta Apna,
Hum Ne Phir B Apne DIL Ki Duniya Tere Naam Ki,
Hum H Bewafa Kab Sochna B Mat,
Hm Ne To Ek Umar Ki Wafa b tere naam ki.
Purvika wrote: "Sochne ko khayal Ye Acha hai,Waqt aata hai toh ache acho ko badal deta hai,
Uthti nahi thi jo nigahein kisi aur ke chehre ki taraf,
Ab us nigah ke ek tasawuur ko tarasna hai."
@ purvika...
Mera Ehsas Tere Sanson Ki Zarurat Ho Jayegi,
Tujhe Mohabbat muzse bepanah Ho Jayegi.
Dhadkane Kr Degi Tujhe Pareshaan,
Hr Shaam Tere Dil Ko Mere Dil Ki Aisi
Aadat Ho Jayegi.
Milengi Meri Yaadien Tujhe Apne Khayaalon Me,
Meri Baatein Teri Neend Ki Har Karwat Ho Jayegi.
Hr Mulaqat Pr Khud Ko Mere Paas Bhul Aaoge,
Mera Saath Hi Teri Zindagi Ki Ibadat Ho Jayegi,
Mere Ishq Ki Deewangi Teri Hasrat Ho Jayegi.
Purvika wrote: "Sochne ko khayal Ye Acha hai,Waqt aata hai toh ache acho ko badal deta hai,
Uthti nahi thi jo nigahein kisi aur ke chehre ki taraf,
Ab us nigah ke ek tasawuur ko tarasna hai."
@ purvika...
Mera Ehsas Tere Sanson Ki Zarurat Ho Jayegi,
Tujhe Mohabbat muzse bepanah Ho Jayegi.
Dhadkane Kr Degi Tujhe Pareshaan,
Hr Shaam Tere Dil Ko Mere Dil Ki Aisi
Aadat Ho Jayegi.
Milengi Meri Yaadien Tujhe Apne Khayaalon Me,
Meri Baatein Teri Neend Ki Har Karwat Ho Jayegi.
Hr Mulaqat Pr Khud Ko Mere Paas Bhul Aaoge,
Mera Saath Hi Teri Zindagi Ki Ibadat Ho Jayegi,
Mere Ishq Ki Deewangi Teri Hasrat Ho Jayegi.
Mai Kabhi Buraa Nahi Thaa, Usne Mujhe Buraa Keh Diyaa.....Fir Mai Buraa Ban Gaya Kyunki Unhe Koi Jhoothaa Naa Keh De!
Naa Chaahat, Naa Mohabbat, Naa Ishq, Naa Wafaa.....Siwaa Beshumaar Husn Ke Kuchh Bhi Nahi Thaa Us Haseenaa Ke Paas!
Badi Baariki Se Todaa Hai..Usne Dil Kaa Har Konaa.....Sach Kahoon To Mujhe Uske Hunar Pe Naaz Hotaa Hai!
Mujhe Hr Baat Pe u LadnaAccha Nhi Lagta.
(Accha Lagta H
Ladne Ke Baad Tera Pyar Jatana)
Aansu Apni Aankh Ka Girane Me
Taklif Hoti H...
(Magar Accha Lagta H Tera
Mujhe Rota Dekh Gale Se Lagana)
Bhool Karne Ki Meri Aadat Toh Nhi.
Galti Karta Hu Kyu Ki.
(Accha Lagta H Tera Hr BaatPe
Mujhe Samjhana)
Mera Dil Nhi Kahta Ki Teri Baate
Na Maanu.. Magar Kya Karu...
(Accha Lagta H Tera Gusse Me
Mujhpe Haq Jatana)
Mujhe Hr Baat Pe u LadnaAccha Nhi Lagta.
(Accha Lagta H
Ladne Ke Baad Tera Pyar Jatana)
Aansu Apni Aankh Ka Girane Me
Taklif Hoti H...
(Magar Accha Lagta H Tera
Mujhe Rota Dekh Gale Se Lagana)
Bhool Karne Ki Meri Aadat Toh Nhi.
Galti Karta Hu Kyu Ki.
(Accha Lagta H Tera Hr BaatPe
Mujhe Samjhana)
Mera Dil Nhi Kahta Ki Teri Baate
Na Maanu.. Magar Kya Karu...
(Accha Lagta H Tera Gusse Me
Mujhpe Haq Jatana)
*AR*4u_Ab Hai Judaai Ka Mausam, Do Pal Ka Mehman,
Kaise Na Jayega Andhera, Kyo Na Thamega Toofan
Kaise Na Milegi Manzil Pyaar Ki,
Ae Mere Humsafar, Ek Zara Intezaar
Sun Sadaayein De Rahi Hai Manzil Pyaar ki.
*AR*4u_Udas tuje dkhne se phle ye ankhen na rhe,
Khafa ho tu mujhse to ye sansen na rhe.
Agr gum hi du tuje to teri zndgi me,
main kya meri yaadein bhi na rhe.
*AR*4u_Udas tuje dkhne se phle ye ankhen na rhe,
Khafa ho tu mujhse to ye sansen na rhe.
Agr gum hi du tuje to teri zndgi me,
main kya meri yaadein bhi na rhe.
*AR*4u_Mohabbat Mujhe Aapke Husn Se Nhi,
Aapke Kirdaar Se Hai,
Varna Haseen Log To
Bazaar Mein Sar-E-Aam Bika Karte Hain
Woh Dhaaga Hai Jo Khud Chhupkar Motiyon Ko Sambhaaltaa Hai.....Aur Moti Apni Taarif Par Umrbhar Itraate Rahte Hain!
Mai Sab Jagah Hoon.....Jo Mujhe Pasand Karte Hain, Unke DIL Mein...
JO Mujhe Naa-pasand Karte Hain, Unke DIMAAG Mein...
Patton Si Hoti Hai Kai Rishton Ki Umr,Aaj Hare Aur Taazaa, To Kal Sukhe Aur Bejaan...
Kyon Na Jadon Se Sikhe...Rishtedaari Nibhaanaa!
Chand Faaslaa Zaroor Rakhiye Har Rishte Ke Darmiyaan...Kyon Ki Do Cheezen Nahi Bhulti Chahe Jitnaa Bhulaao,
Ek GHAAV.....Aur Dusraa LAGAAV!
Zindagi Mein Badi Shiddat Se Nibhaanaa Apnaa Kirdaar.....Ke Pardaa Girne Ke Baad Bhi Bajti Rahen Taaliyaan!
Nahi Badhaa Ek Haath Bhi...Kisi Bhookhe Ne Jab Maangi Roti....."Patthar Maaro" Kahaa Kisine...Haath Turant Chaalis Uthe!
*AR*4u_Meri Ankhon Se Kabi Utro Dil Me,
K Mai Dhadkan Me Bsa Lu Tum Ko,
Jaan Se Badh Kr Chahu Tumhe,
Apni Zindagi Hi Banna Loon Tum Ko,
Mere Khwabon Me Sirf Tum Hi Baso,
Apni Neendo Me Saja Lu Tum Ko,
Loogon Ki Bhid Me Kho Na Jao Kahi,
Zamane Se Chalo Me Chura Lu Tum Ko,
Meri Tanhai Ko Zaroorat Hai Tumhari,
Gar Ijazat Ho To Yadon Me Bula Loo Tum Ko..
*AR*4u_Ye Rim Jhim Sa Mausam
Ye Barasta Pani
"
"
Kaash
.
.
Ki Aaj
Tere Sehar Me
Hote Ae Sanam
"
"
To Teri-Baaho Me Chale Aate.
*AR*4u_Tanhai k lamhon me kabi yaa kr k dekh
Ankhon se tere aansoo na chalak aaye to kehna,
Chahat se b barkar chaha hai tujhe
Pyar itna zindagi me kisi aur se mil jaye to kehna,
Karte he marte waqt sabhi yaad-e-Elahi
Mere labon pe tera naam na aaye to kehna,
Qayamat k din b mere dil ko cheer kr dekh lena,
Hr tukde me teri tasveer nazar na aaye to kehna.
Purvika wrote: "Tajmahal dewaar nahi ek mazaar hai,Khoon se sani ek uski deewar hai,
Har ek pathar se aati hai fariyaad yahi,
Yeah pyaar nahi ek azaab hai."
Sirf Isharoon Mein Hoti Mohabbat
Agar,
In Alfazoon Ko Khoobsurati Kaun
Deta?
Bas Pathar Bann Ke Reh Jaata “Taj
Mahal”,
Agar Ishq Isse Apni Pehchan Na Deta.
Kaash! Qayaamat Ke Din Ho Hisaab Sab Bewafaaon Kaa.....Aur Tum Mere Gale Se Lag Ke Kaho Ke Mera Naam Mat Lenaa!
Koi To Hai Mere Andar...Mujhe Sambhaale Hue.....Tabhi To Bekaraar Saa Hote Hue Bhi Mai Barkaraar Hoon!
wah wah!!Piya wrote: "Chand Faaslaa Zaroor Rakhiye Har Rishte Ke Darmiyaan...
Kyon Ki Do Cheezen Nahi Bhulti Chahe Jitnaa Bhulaao,
Ek GHAAV.....Aur Dusraa LAGAAV!"
*AR*4u_Honton Se Tere Honton Ko Geela Kardoon,
Tere Honton Ko Mai Aur Bhi Raseela Kardoon,
Tu Is Qadar Pyaar Kare Ki Pyaar Ki Inteha Ho Jaaye,
Tere Honton Ko Choom Kar Tujhe Aur Bhi Jhosheela Kardoon,
Na Rahe Aarzoo Door Hataane Ki,.
Raat JO Pakroon Tere Hont, Apne Honton Se,
Subha Tak Tere Hont Aur Bhi Gulaabi Kar doon..
*AR*4u_Tujhey Ek Baar Dekhte He Dil Me Teri Tasvir Chhap Gyi,
Mujhe Kya Pata Tha Wo Teri Haseen Muskan Meri Taqdir Bn Gyi,
Doondh Rahe The Jisko Barso Se Wo Jagir Mil Gyi,
Tuney To Pehchana Nhi Pagal Pr Hme Hmari Tabir Mil Gyi,
Jhooth Kehte Hai Log Kwaab Hakikat Me Nhi Milte
Tujhe Chaha Tha Kwabo Me Aur Tu Hakikat Me Mil Gyi,
Suna Tha Pyar Pakar Badal Jati Hai Jindganiya,
Tujhe Pakar Hi Ye Jana Ki Anjane Me Hi Sahi Pr Meri Jindgani Badal Gyi,
Mai Nhi Janta Ke Tune Kya Kiya;
Pr Tere Yu He Mill Jane Se Meri Duniya Badal gyi..
Is Virane Me Hm To Gumnam The,
Tere Aane Se Ek Pehchan Mil Gyi,
Kb Se Door Ja Raha Tha Is Zalim Duniya Se,
Pr Tere Pehloo Me Aake Chain Ki Saans Mil Gayi.
Kabi Mujh Se Juda Na Hona Mere ‘Maazi’,
Agr Hoye Juda To Samaj Lena Tere Is Deewane Ki Rooh Khuda Se Mil Gayi
*AR*4u_Parion Ne Jise Traasha Hai Husn Ke Pathhar Se...
Parion Ne Jise Traasha Hai Husn Ke Pathhar Se..
Mere Khwabon Se Janmi Pyar Ki Wo Moorat Ho Tum.
Ye Meri Aadat-E-Besabra...Ye Meri Ibaadat-E-Beshumaar.....Mujhe Meri Dawaa-E-Ishq Ne Naa Sanam Diyaa...Naa Khudaa Diyaa!
Unhone Mujhse Sawaal Kiyaa.."Mujhe Kyun Itnaa Pyaar Karte Ho?".....Maine Kahaa Kee.."Zindagi Kise Pyaari Nahi Hoti...!"
Kitna chahta hu tuze kaise batau,Kabi sochta hu,
Tuze shahyri me likhun
Kabi chahta hu,
Ibaadatoon me poojoon,
Dil K aaine me rakhun,
Kabi chahta hu,
Aankhon me sajaoon,
kabi chahta hu,
Saanson me mehkaon,
kabi chahta hu,
Zulf se uljhaoon,
Kabi din k ujhale me dondhun,
Kabi rat k sanatay me chhoo loon.
"Apane sapno ko kabhi ye mat batao k aapki takleef kitni badi he.....Apni takleef ko ye batao k aapka sapna kitna bada hai...."
.....make your all the DREAM come true
Kabhi kabhi shak hota hai tumhare dil ke hone pr Shayad tum dil ya mohbbat ka dikhawa krte the
Wrna u hi mohbbat bhra dil itna zalim nhi hota
@Aneesh .......Kaun kahbhkhat apne khwab poore nhi krna chahta
Hum to isliye nhj krte kyunki tujhe namnjoor hai
Piya wrote: "Unhone Mujhse Sawaal Kiyaa.."Mujhe Kyun Itnaa Pyaar Karte Ho?".....Maine Kahaa Kee.."Zindagi Kise Pyaari Nahi Hoti...!""o
mujse bhi kisi ne poocha tha ki itna jyada pyar karti ho muje
Mene kaha me tumhare pyar se pyar krti hu pr tum jitna nhi
Ek din fir se vo pooch bethe ki itna karti ho tum muje Mene kaha ki tum to mere dil me aur mere hi dil se nafrat kese kar sskti hu
Dusaro ki khushi ke liye kya nukari payi hai "KASH" Kaam bhi hum karte hai
Ehsaan bhi hum karte hai
Aur to aur ehsaan faramosh bhi hum banate hai .
Aansuo ki chadar par bhi hum sote hai
Pallavi Mishra
Dusaro ki khushi ke liye kya nukari payi hai "KASH" Kaam bhi hum karte hai
Ehsaan bhi hum karte hai
Aur to aur ehsaan faramosh bhi hum banate hai .
Aansuo ki chadar par bhi hum sote hai



सब जाम पकड़ बैठे ही रहे, हम पी भी गए, छलका भी गए।