Indian Readers discussion
Poets, Poems n Poetry
>
Sher-o-Shayri ! ! !
Naa Uch-Neech Me Rahoon...Naa Jaat-Paat Me Rahoon.....Tu Mere Dil Me Rahe Mere "Khudaa" Aur Mai Aukaat Me Rahoon!
Aaj phir is tanha raat me chand apne shabab pe hai...Aksar aisi raaton me, mere mehboob ka aks nazar ata hai...
~ Chitranshu
Piya wrote: "Kuchh Aisi Mohabbat Bhar De Uske Dil Me Yaa Rab...!Wo Jisebhi Chaahe, Wo Mai Ban Jaaun!"
awesome..
Samajh Me Aa Jaayega...Chalo Chalte Hain Sab Ke Paas Jakhm Leke.....Kaun Kaun Khadaa Hai Duniyaa Mein...Namak Leke, Marham Leke!
Duniya ka dastoor hai ,Ki pahle log marham lagate Ar fir aesa jakhm dete jai Ki namak Ki jrurt hi nahi padti
Unke Deedaar Se Yun Aa Jaati Hai Muh Pe Rounak.....Aur Wo Samajhte Hain Beemaar Kaa Haal Achchhaa Hai!
Hum Mar Gaye To Kisiko Kuchh Fark Nahi Padegaa.....Bas Tanhaai Royegi Ki Mera Humsafar Chalaa Gayaa!
Unki Yaadon Ke Phoolon Ko Kabhi Murzaane Na Denge.....Humne Apni Aankhen Rakhi Hain Unko Paani Dene Ke Liye!
Neend aae ya na aae in chirago ko bhujha Diya kro,yun raat bhar jalna humse Kisi ka dekha nahi jata...
सौरभ wrote: "Neend aae ya na aae in chirago ko bhujha Diya kro,yun raat bhar jalna humse Kisi ka dekha nahi jata..."
Awesome
Utha hua har hath dua ke liye nahi hota,Jhuka hua har parda hawa ke liye nahi hota,
Apni galtiyon se bhi chirag bhuj jate hai aksar,
Kasoor hawa ka har baar nahi hota…
Un Haseen palo ko yaad kar rahe the,Aasmaan se aapki baat kar rahe the,
Sukun mila jab hume hawao Ne bataya,
Aap bhi hame yaad kar rahe the.
Zindagi ki uljhanon ne hamaari sharaaratein kam kardi,Aur log samajhne lage ki hum samajhdaar ho gaye.
Khud me hum kuch is tarah kho jate hai,Biti hui yadon ko lekar ro jate hai,
Nind nahi aati raton me par,
Unko khwab me dekhne ke liye so jate hai.
Piya wrote: "Unki Yaadon Ke Phoolon Ko Kabhi Murzaane Na Denge.....Humne Apni Aankhen Rakhi Hain Unko Paani Dene Ke Liye!"
yaad nahi karoge to Bhula b na sakoge
Mera khyal zehan se mita b na sakoge
Ek bat jo tum mere Gam se miloge
to sari umar muskura na sakoge
Ishq ke shaudagr the achhe tum,mera dil bhi le gae Ar neend bhi cheen li , bs thodi si yaadon ke badle me
Mat Kijiye Din Ke Ujaalon Ki Khwaahishen.....Ye Aashikon Ki Basti Hai..Yahaa Chaand Nikalne Se Din Hotaa Hai!
zindagi tasveer bhi or taqdeer bhi hain ♥farak to bas rango ka hain
maanchahe rango se bane to tasveer
or aanjane rango se bane to taqdeer ♥ ♥ @piya
Kya Likhu...Kya Na Likhu, Aarzoo Madhosh Hai...Aansu Girte Hain Panno Par Aur Kalam Khaamosh Hai,
Koi Chaahe Mujhe Bhi...Kya Mera Aisa Naseeb Hai?
Pyaas Unko Bhi Lagtee Hai...Jo Dariyaa Kinaare Hai!
Mohabbat Ko Log Jab Khudaa Maante Hain.....To Pyaar Karnewaalon Ko Kyun Buraa Maante Hain?
Jab Zamaanaa Hi Patthar Dil Hai.....
To Fir Pattharon Se Log Kyun Duaa Maangte Hain?
Woh karte hai baat ishq ki,Par ishq ke dard ka unhe ehsas nahi,
Ishq woh chand hai jo dikhta hai sab ko,
Par usse pana sab ke bas ka kaam nahi...
Meri zindagi ke raaz mein ek raaz tum bhi hoMeri bandagi ki aas mein ek aas tum bhi ho
Tum kya ho mere, kuchh ho ya kuchh bhi nahi magar
Meri zindagi ke kash mein ek kash tum bhi ho...
Dil dhadakne ka sabab yaad aayaWoh teri yaad the ab yaad aaya
Badi mushkil se din guzara tha
Phir tere wada-e-shab yaad aaya
Baith kar saya-e-gul main Nasir
Hum bohat roye woh jab yaad aaya...
Mehak kya hai fizaaon se poochhoPyaar kya hai mere dil se poochho
Tadap kya hai meri deewangi se poochho
Hum kitne tanha hain tumhare bina
Yeh bhari mehfil se poochho.... @ tsm
Bohat udaas hai koi shakhs tere jaane seHo sake to laut aa kisi bahaane se
Tu laakh khafa sahi magr ik baar to dekh
Koi toot gaya hai tere door jaane se!!!
Tamanna Tere Wajood Ki Hooti Tu Duniya Say Cheen Letey...!!Lekin Ishq Teri Rooh Say Hai Is Liye Khuda Say Mangte Hain...
इश्क़ से तबीयत ने जीस्त का मज़ा पाया, दर्द की दवा पाई, दर्द बेदवा पाया




Phool Jo "GULAAB" Chunaa Hai Humne!