Pakistani Readers discussion
Chit Chat
>
Sakht Narazgi
date
newest »

Kb kha kisne bnaya urdu group or yh bhi koi baat hai bhla apne mjhy invite nai kiya :P akhir kiya kmi hai mjhme :P haha

Urdu adab mein koi kami nae hai magar sab se bada masla kitaben download na kar sakna hai.

yeh dekhye
https://www.goodreads.com/topic/show/...
https://www.goodreads.com/topic/show/...

Waqie Ayesha :D buhat shukriya. Its very kind of you.

Aasia agr mjhe pata hota to main zarur group join krti.:-)
Asal mein mujhay jaha tak lagta hai. baat ye hai k urdu ki books hard copies mein leni parti hai aur agar pdf mein mil bi jaein to wo parhnay k qabil nahi hoti aur mahaz scanshuda hoti hai. Ebooks ka tou sawal hi nahi piyada hota aur ha andriid par apps ki shakal mein mil jati hai kuch books par Android sab k pass nahi...
Aur dosri baat yr k Urdu books itni asani say nahi milti sirf baray shehron mein mil jati hai..
Aur ye k English ki free download Kr Li jati hai ju k bahut assan hai aur ju gr use Kr sakta hai Wo books download bi krsakta hai.

Ayesha yeh mene thread bana diya hai aap book suggest karein iss mein
https://www.goodreads.com/topic/show/...

Saari baat tarjehaat ki hai Aakash! aur kuch nai.

Bilkul!is baat ki tasdeeq to main bhe kar sakti hun kyunke hamare ghar shaid 7 ya 8 digests ki monthly subscriptions then leikin maine kabhi unko hath nae lagaya.Magar is mein kisi ki galti nae hai kyunke hum log ziada tar hardcovers ke bajaye ebooks ko foqiyat daite hain aur agr koi kitab kharidni ho to sirf english ki hi laite hain.

Arey bhae no bobody is forcing anyone out. and also its no one's liability to participate in a group read. Mein tu bus ese hi shikwa kar rahi thi. Sab k paas wajoohaat hoti hein. Pooray mahene ki liye commit hona ab itna aasan bhi nai hai

Huh Urdu country main rehty hue bhi, English books lena aasan hai aur Urdu books lena mushkil :/
Aasia wrote: "Aakash wrote: "Asal mein mujhay jaha tak lagta hai. baat ye hai k urdu ki books hard copies mein leni parti hai aur agar pdf mein mil bi jaein to wo parhnay k qabil nahi hoti aur mahaz scanshuda ho..."
Arey Han! Tarjehaat say yaar aya k, deykhay hum dadrees mein 5 mazameen angrizi mein aur do mazameen Urdu mein parhtay hai. Tu zahirri baat hai k angrizi ka zakhera e alfaaz hamara zayada hai tou angrizi kitabain parhna koi mushkil hai... Jab k Urdu k alfaz ki zayada samjh itni nahi ATI. Aur koi achi lughat bhi nahi ju mil jaye net par agar milay bhi tou PDF hoga.. Aur har lafz ka manaa doondna ek sakht kaam hai.

I won't mention name but there are just some publishers who are selling books so expensive.
Otherwise Urdu books are cheap and its not a big issue to spend some hundred monthly on books.
Digests are ruining Quality Urdu creativity. I also had been addicted to them. Only Sabrang Digest was that promoted literature. Sadly nobody would be familiar with it.
If anybody can't find any specific Urdu book. Tell me I will make it happen for you to collect it on your doorsteps.
Urdu adab mein esi kia kami hai jo english adab mein nai hai?
Ya na parhne ki waja koi aur hai?
Yeh topic parhain tu reply zaroor karein. Warna mujhe lagega k koi meri sunta nai hai! which is quite true!