Farri Shayar's Blog, page 5
January 22, 2018
HAATH UTHAAIE HUM BHI..
aaiye haath uthaaie ham bhi ham jenhei rasam-e-dua yaad nahi ham jenhei soz-e-mohabbat k siwa koi but, koi khudaa yaad nahi aaiye araz guzarei ki nigaar-e-hasti zahar-e-imroz mei sheerini-e-fardaa bhar de wo jenhei taabe garanbaari-e-ayyaam nahi unki palakon pe shab-o-roz ko halkaa kar de jin ki aankho ko rukh-e-subha ka yaara bhi nahi un ki […]
The post HAATH UTHAAIE HUM BHI.. appeared first on PoemsUrdu.com.
Gham Na Kar – Faiz Ahmed Faiz
Ghum Na Kar, Ghum Na Kar, a wonderful poetry by Faiz. One of the best sad ghazals by Faiz Ahmed Faiz. Gham na kar, Gham na kar, Dar tham jaai ga, Gham na kar, Yaar laut aain ge, Gham na kar, Zakham bhar jaai ga, Gham na kar, Dinn nikal aie ga, Abar […]
The post Gham Na Kar – Faiz Ahmed Faiz appeared first on PoemsUrdu.com.
GHAM NA KAR, GHAM NA..
GHAM NA KAR, GHAM NA KAR, DARD THAM JAAI GA, GHAM NA KAR, YAAR LAOT AAIEN GE, GHAM NA KAR, ZAKHAM BHAR JAAI GA, GHAM NA KAR, DINN NIKAL AIE GA, ABAR KHUL JAAI GA, RAAT DHHAL JAAI GI, GHAM NA KAR, RUT BADAL JAAI GI, GHAM NA KAR, GHAM NA KAR… غم نہ کر، […]
The post GHAM NA KAR, GHAM NA.. appeared first on PoemsUrdu.com.
Ab Jo Koi Puche Bhi – Faiz Ahmed Faiz
Ab Jo Koi Puche Bhi To is one of the best sad ghazals by Faiz Ahmed Faiz. Enjoy this beautiful piece of poetry in Urdu and Roman. Ab Jo Koi Puche Bhi ab jo koi pooche bhi to us se kia sharaah-e-halaat kahein, dil thaihre to dard sunaaie dard thame to […]
The post Ab Jo Koi Puche Bhi – Faiz Ahmed Faiz appeared first on PoemsUrdu.com.
Hasrat-e-Deed Mein Guzraan Hain Zamanay Kab Se
A beautiful ghazal from the poetic collection of Faiz Ahmed Faiz in Urdu. Let’s read it and realize the beauty of poetry by Faiz. Hasrat-e-Deed Mein Guzraan Hain Zamaanay Kab Se Dasht-e-Umeed Mei Gardaan Hain Dewaanay Kab Se Dair Se Ankh Mei Utara Nahi Askhoo Ka Azaab Apne Zimmay Hai Tera Qarz Najanay Kab […]
The post Hasrat-e-Deed Mein Guzraan Hain Zamanay Kab Se appeared first on PoemsUrdu.com.
January 5, 2018
BAAT BAS SE NIKAL C..
Baat bas se nikal chali he, Dil ki haalat sambhal chali he, Ab junoo had se barh chala he, Ab tabiat behal chali he, Ashk khoon ab ho chale hen, Gham ki rangat badal chali he, Ya yoohi bujh rahi hen shaamai, Ya shab-e-hijar tal chali he, Laakh peghaam ho gai hen, Jab saba ek […]
The post BAAT BAS SE NIKAL C.. appeared first on PoemsUrdu.com.
BE-DAM HUE BEEMAR D..
BE-DAM HUE BEEMAR DAWA KIU NAHI DETE, TUM ACHAY MASEEHA HO SHIFA KIU NAHI DETE, DARD E SHAB E HIJRA KI JAZA KIU NAHI DETE, KHOON-E-DIL-E-WAHSHI KA SILA KIU NAHI DETE, MIT JAAE GI MAKHLOOQ TO INSAAF KARO GE, MUNSIF HO TO AB HASHAR UTHA KIU NAHI DETE, HAA NUKTA-WARO LAAO LAB-O-DIL KI GAWAAHI, HAA […]
The post BE-DAM HUE BEEMAR D.. appeared first on PoemsUrdu.com.
January 4, 2018
DIL ME AB YOO TERE BHOOLE….
dIL ME AB YOO TERE BHOOLE HUIE GHAM AATE HAI, jESE BICHARRE HUIE KAA’BE ME SANAM AATE HAI, iK IK KAR KE HUIE JAATE HAI TAARE ROASHAN, mERI MANZIL KI TARAF TERE QADAM AATE HAI, rAQS-E-MAI TEZ KARO SAAZ KI LAI TEZ KARO, sOO-E-MAI-KHAANA SAFEERAAN-E-HARAM AATE HAI, kUCH HAMI KO NAHI EHSAAN UTHAANE KA DMAAGH, […]
The post DIL ME AB YOO TERE BHOOLE…. appeared first on PoemsUrdu.com.
HAM MUSAFIR YOONHI M..
Ham Musafir Yoonhi Masroof-E-Safar Jaaie Ge, Be-Nishan Ho Gaie Jab Sheher To Ghar Jaaie Ge, Kis Qadar Hoga Yahan Mehar -O-Wafa Ka Maa’tam, Ham Tairi Yaad Se Jis Roaz Utar Jaaie Ge, Joahari Band Kie Jaate Hai Bazaar-E-Sukhan, Ham Kise Baichane Almaas-O-Gaohar Jaie Ge, Nemat-E-Zeest Ka Ye Qarz Chuke Ga Kaise, Laakh Ghabra Ke Ye […]
The post HAM MUSAFIR YOONHI M.. appeared first on PoemsUrdu.com.
December 31, 2017
Naye Saal Ki Pehli Nazam
New Year Nazam in Urdu (Naye Saal Ki Pehli Nazam by Amjad Islam Amjad) New Year Poetry in Urdu
The post Naye Saal Ki Pehli Nazam appeared first on PoemsUrdu.com.